Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Abbas aa rahe hai

Nadeem Sarwar · 1999

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Abbas aa rahe hai[Ek shor hai, al amaan] ×4[Abbas aa rahe hai] ×2[Ek shor hai, al amaan] ×4[Abbas aa rahe hai] ×2Ek haath mein alam aur mashke sakina[Abbas aa rahe hai] ×21. Kaandhe pe mashk mashk mein dil hai diler kaDarya ko chin lena nahi kaam der kaEhsan tishnagi me hilega na ghair ka[Bighra hua mizaj hai] ×2Bighra hua mizaj jai hyder ke sher ka[Abbas aa rahe hai] ×22. Chehra hai wal kamar ki ziyao se nur nurAankho se jaakhta hua wan najal ka sururBala kadi hai aaisi ke sharmae koheyr[Zulfe daraz aisi] ×2Zulfe daraz aisi ke wal lail ka shaur[Abbas aa rahe hai] ×23. Pyaasa hai sher ghat ka rasta na roknaAankhe jukawo sher ki janib na dekhnaKaise bache ye jaan ye lazim hai sochna[Abbas hai jalaal mai] ×2Abbas hai jalaal mai hargiz na tokna[Abbas aa rahe hai] ×24. Tewar beta rahe hai kayamat uthayegaTege nazarse iski khuda hi bachayegaAaya jo samne koi who mara jayenga[Ek mashk me furat ko] ×2Ek mashk me furat ko bharkar dikhaega[Abbas aa rahe hai] ×25. Kabza hua furat par al kissa mukhtasarPaani ko dekha phat gayaa abbas ka jigarAankhe lahu lahu hui bachcho ki pyas par[Baali sakina bacho se] ×2Baal sakina bacho se kehti rahi udhar[Abbas aa rahe hai] ×26. Khayme ke dar par pyaasi sakina thi muntazarJumbish alam ki dekh ke deti thi yeh khabarTishna labo dua me tumhari hua asar[Who dekho aa raha hai] ×2Wo dekho aa raha hai chacha ka alam nazar[Abbas aa rahe hai] ×27. Aaya alam zurur magar khun me bharaaZainab ne sar ko pitt ke shabbir se kahaKyun kham kamar hai aap ki gaazi kaha gaya[Bole hussain ab koi] ×2Bole hussain ab koi pyaasa na de sadaa[Abbas aa rahe hai] ×2Ek haath me alam aur mashke sakina[Abbas aa rahe hai] ×2[Ek shor hai, al ama] ×4

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.