Mein hussain hungunji bawaqte asr sada mein hussainkaato na mera khushk galamein hussain hunsukhi huwi hai shimr mere halq ki rageinaahista tu chhuri ko chalamein hussain hunamma kisi ne paani ki ek boond bhi na dimein baar baar kehta rahamein hussain hunkat ta huwa gala mera dekha na jaayeganana mein hun nawaasa teramein hussain hunbe baazuwo ki laash tarap kar ulat gayiaayi furaat par jo sadamein hussain hunzaanu pe rakh ke sar ko kaha ne ek zaeef neakbar kahaan hai jald bataamein hussain hunay shaamiyo kafan na diya mujh ko gham nahide do meri bahan ko ridamein hussain hunmehsoos ab bhi hota hai ye zaayereen koroze se aa rahi hai sadamein hussain hunaisa laga raza ki shanawar se fatemakehti hai baar baar sunamein hussain hungunji bawaqt asr sada mein hussain
Mein hussain hun
Nadeem Sarwar · 2013
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.