Imam Hussain Imam x4Sab ko khabar ha sab ko pata haiPhir bhi hai lazimYaad dilana Yaad dilanaYa HussainHo chuka hai faisla Hussain Imam HussainaSab ne yehi kah dia Hussain Imam HussainaAisa zamany main koi aa nahi saktaKon hai wo badshah haan mera imam hussainKon hai wo badshah haan mera imam hussainAisa zamanay main Koi aa nahi sktaKon hai wo badshah haan mera imam hussainBol Imam hussain Imam hussain Imam HussainMil kar kaho momino mera hai mera hussainHar qoum ki hai sada apna hai apna hussainPak Muhammad ka nawasa mera moulaHaider e karaar ka beta mera moulaKitno ki dharkan ma darakta mera moulaKitno k ghar ka hai ujala mera moulaNaaz e Ali murtaza Hussain imam HussainaJaan o Dil e Fatima Hussain imam HussainaShan e Hussain aur koi jaan nhi saktaWaris e SalleAlaa Han Mera Imam HussainWaris e SalleAlaa Han mera Imam HussainBol Imam Hussain Imam Hussain Imam HussainMera wird e zubaan Rahat e Jaan Mola HussainMera dil hai mera sara jahaan Mola HussainImam Hussain Ya HussainKarbobala Saltanat Ishq E Khuda haiSyed o sadaat ki mehnat ki silaa haiJab se qadam Aal e Muhammad ne rakha haiKhak ki is shehr ki ab khak e shifa haiWali e Karbobala Hussain Imam HussainaWaris e Khak e Shifa Hussain Imam HussainaKisne banaya issy Jannat ka nazaraKon hai wo rehnuma haan mera Imam HussainKon hai wo rehnuma haan mera Imam HussainBol Hussain Imam Hussain Hussain Imam HussainMil kar kaho momino mera hai mera HussainHar ki qoum ki hai sada apna hai apna hussainBad hai na Karbala Ashoor hai SahraSamna Lakhon se Bahattar ka howa thaKaam wo Shabbir ne phir kar k dikhayaAik ne 9 lakh k lashkar ko harayaKam bara kar dia Hussain Imam HussainaMarhaba Sad Marhaba Hussain Imam HussainaKhak ma Batil k iradon ko milayaKon tha wo soorma han Mera Imam HussainKon tha wo soorma Han Mera Imam HussainBol Imam Hussain Imam Hussain Imam HussainHan mera wird e zuban rahat e jaan Mola HussainHan mera dil hai mera sara jahan mola HussainHussain Imam HussainIss tarah Shabbir ne waday ko nibhayaRab ki raaza k liye ghar bhar lotayaPyary fida kardiye kuch bhi na bachayaIshq e khuda kya hai yeh dunya ko batayaBol utha sara jahan Hussain Imam HussainaAp sa koi kahan Hussain Imam Hussainaitna bara kam koi kar nahi saktaNaam lo wo kon tha Han mera Imam HussainNaam lo wo kon tha Han mera Imam HussainBol Imam Hussain Imam Hussain Imam HussainMil kar kaho momino Mera hai mera HussainHar qoum ki hai sada apna hai apna hussainAp sa rutba To koi paa nahi saktaArey ban k Hussain aur koi aa nahi saktaAisi misaal aur koi laa nahi saktaItni bolandi pe koi jaa nahi saktaAik hai bas aik tha Hussain imam HussainaAik rahy ga sada hussain imam HussainaArey koi bhi is baat ko jutla nhi saktaKon hai jo chaa gaya Haan Mera Imam HussainKon hai jo chaaa gaya Haan mera Imam HussainBol Imam Hussain Imam Hussain Imam HussainHaan mera wird e zuban rahat e jaaan mola HussainHaan mera dil hai mera sara jahaan mola hussainImam Hussain ya Imam Imam Hussain Ya HussainMola ko sadmo sy guzarty howy dekhaBhai ko beton ko bicharty howy dekhaJaan se pyaron ko tarapty howy dekhaSamny gulshan ko ujarty howy dekhaAah kaleeja tera Hussain imam hussainaWah tera hosla hussain imam hussainaItny sitam aur koi seh nahi sktaYaad rahy ga sada haan mera imam HussainYaad rahy ga sada haan mera imam HussainYa Hussain Han mera Imam HussainHan mera Imam HussainHaye sar e karbobala jisko sakoon mila nahiHan mera imam HussainJiskaa tu kuch raha nahi jiska tu kuch bacha nahiHaan mera imam Hussain han mera Imam HussainLakhon se jo daba nahi mout se jo dara nahiJiska wo sar kaat ty gaya, kat k bhi sar jhuka nahiHaan mera imam hussain haan mera imam hussainImam Hussain ya Hussain Imam Hussain Ya HussainBe kafan imam Hussain ya HussainBe watan imam Hussain ya hussain
Mera Imam Hussain
Nadeem Sarwar · 2024
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.