Azadari MediaAzadari Media

01 MAIN DEKH RAHI HU

Arshad Ali · Poet: Zeeshan Abidi · 2026

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Ya hussain ya hussain (4times)Dekha Jo apne bhai kakatta hua galaSatar khadam se zainab e muztar ne di sadaBhai ka gala hai aur sitamgar ka khanjar mai dekh rahi hoon (2time)amma ne rakha hai haath gale par ro ro kar mai dekh rahi hoonBhai ka gala hai aur sitamgar ka khanjar mai dekh rahi hoon (2time)Tum kehte rahe jisko moulakhanjar k tale wo bhai haiaye bhai kaha ho aa jaoshabbir pe ghurbat aayi haiabbas tumhara naam hai bhai lab parmai dekh rahi hoonBhai ka gala hai aur sitamgar ka khanjar mai dekh rahi hoon (2time)Ahmed ke nawase par haayekya waqt e qayamat aaya haichuma tha mohammed ne jiskouss halq pe khanjar chalta haiye karbobla mein aj qayamat ka manzarmai dekh rahi hoonBhai ka gala hai aur sitamgar ka khanjar mai dekh rahi hoon (2time)Zakhmi hai badan haaye merebhai sa koi mazloom nahisehrooz k pyase hai sarwarkya shimr ko ye maloom nahikarta hai sitamgar waar gale par gin gin karmai dekh rahi hoonBhai ka gala hai aur sitamgar ka khanjar mai dekh rahi hoon (2time)Manoos hai apne baba sebichdegi toh jee na paayegishamsheer gale par baba kewo dekhte hi marr jaayegimaidan mein aajaye sakina mud mud karmai dekh rahi hoonBhai ka gala hai aur sitamgar ka khanjar mai dekh rahi hoon (2time)Pardes mein haaye ye kaisisaadat pe ghurbat aayi haihadd kardi sitam ki zaalim nelagta hai qayamat aayi haihai shimr ka zaanu ibne ali k seene parmai dekh rahi hoonBhai ka gala hai aur sitamgar ka khanjar mai dekh rahi hoon (2time)Bikhre hue baalon mein haayebuss khaak hi khaak nazar aayeaakhon se baraste hai aansoonaur hooton par haaye haayeiss haal pe pehli baar nazar aayi'n madarmai dekh rahi hoonBhai ka gala hai aur sitamgar ka khanjar mai dekh rahi hoon (2time)Zeeshan aur arshad roota thazainab ke haal pe sara runbhai ke gale par tegh chaliaur kehti rahi ro ro ke behenhota hua run mein apne baradar ko be sarmai dekh rahi hoonBhai ka gala hai aur sitamgar ka khanjar mai dekh rahi hoon (2time)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.