Zainab ne alamdar ko ro roke pukara A jao khudaraBhai ko mere lakhon ne pardes men ghera a jso khodra1ab nargae aada me Ghira hai mera bhaiyyais waqt mere bhai ho bas tum hi saharaab aa k bachaloSeena se lagaloBhai ke mere zulfon ko hai shimr ne pakdaAa jao khudara2ek shoor hai ab zen se ise jald giraojo zulm suna na ho kise ne use dhaozakhmin ye jabin hotar khon se zamin homaqtal men mere bhai hai bas shoor ye uthtaAa Jao khudara3koi bhi tras khata nahin bhai pa merebekas ko musafir ko sabhi mil ke hain gherees dash men akhirkoi nahin nasirjo ata hai Shabbir pa wo zulm hai karta4has has ke sitam karte hain ye zulm ke baanikhud roti hai mazloom pe ye tishna dahanihai piyas ki shiddatbaqi nahin quwatma'n jaya mera zin pe nahin ab hai sanbhalta5ghurbat mere mazlom dekho mere bhaiyashabbir pe har ek sitamgar hai ye hastabekas pa sitam haisab se bada gham haijo ata hai mazloom pe wo zum hai dhata6khanjar ko mere samne hi kund kiya haiaur has ke wo dariya ki taraf deekh raha haiai shah ke wafa daara jao bas ek baarmazloom ki janib liye khanjar ko hai ata7bas zofo naqahat se tadapta hai zamin parsine pe mere bhai ke baitha hai sitamgarkis taraha se dekhonkaise ise rokonshabbir ko ab jald bacha mere bhaiya8koi mere bhai pe taras khata nahin haibekas pe musafir pe sitam rukra nahin haihar zakhm hai aisaab khon nahin ruktasab ne mere mazloom ko hai gheer ke mara9shabbir ke halkom pe khanjar raha chaltarizwan tadpata raha abbas ka lashaai mere baradarabvase dilawarzainab yahi kahti rahin sar peet ke apna✍️ Mir Shah Rizwan
A Jao Khodara
Mir Shah Rizwan · 1448
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.