Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Aagaya aagaya Qaafela aagaya

Irfan Haider · 2013

Saadat Watan Aagayee 3Bibi Fizza (sa) Ka Hai Marsiya-Jeet Ke Jung-e-karbobalaLut Ke Pardesh MeinLaut Kar Desh MeinAagaya Aagaya Qafela Aagaya....2Ay Jawanane Hashim Kaha Ho Suno-Haaye....Koi Jaakar Yeh Sughra (sa) Ko Paigam Do-Aake Ujda Huwa Qafela Dekh Lo-Aake Ujda Huwa Qafela Dekh Lo....Haaye-Lut Ke Pardesh MeinLaut Kar Desh MeinAagaya Aagaya Qafela Aagaya....2Yeh Hussaini (as) Shahido Ka Hai Qafela-Haaye....Bakaso Aur Asiro Ka Hai Qafela-Karbala Ke Yatimo Ka Hai Qafela-Karbala Ke Yatimo Ka Hai Qafela....Haaye-Lut Ke Pardesh MeinLaut Kar Desh MeinAagaya Aagaya Qafela Aagaya....2Pahuchi Sughra (sa) Ke Kaano Mein Jab Ye Sada-Khaaq Udhaane Lagi Gum Se Woh Mahlaka-Yeh Sada Sunke Dil Hogaya Karbala-Yeh Sada Sunke Dil Hogaya Karbala....Haaye-Lut Ke Pardesh MeinLaut Kar Desh MeinAagaya Aagaya Qafela Aagaya....2Bibi Fizza (sa) Ne Sughra (sa) Se Phir Ye Kahan-Aaa Sunaao Tujhe Woh Sab Majra-Kaise Aale Mohammed (as) Ko Lutagaya-Kaise Aale Mohammed (as) Ko Lutagaya....Haaye-Lut Ke Pardesh MeinLaut Kar Desh MeinAagaya Aagaya Qafela Aagaya....2Do Moharram Ko Pahuche The Hum Karbala-Saatwi Se Huwe Tashnalab Be Khata-Qatl Sabhe Dahoon Ho Gaye Akraba-Qatl Sabhe Dahoon Ho Gaye Akraba....Haaye-Lut Ke Pardesh MeinLaut Kar Desh MeinAagaya Aagaya Qafela Aagaya....2Hum Shabiye Payambar(as) Ke Naiza Laga-Tere Asgar (as) Ki Gardan Pe Teere Jafa-Laasha Maqtal Mein Qasim (as) Ka Ronda Gaya-Laasha Maqtal Mein Qasim (as) Ka Ronda Gaya,,,,Haaye-Lut Ke Pardesh MeinLaut Kar Desh MeinAagaya Aagaya Qafela Aagaya....2Baad Abbas (as) Zulmo Sitam Ka Safar-Taakate Sabr Hai To Kahoo Nauhagar-Kunj Khanjaar Tha Aur Fatema (sa) Ka Pisar-Kunj Khanjaar Tha Aur Fatema (sa) Ka Pisar.....Haaye-Lut Ke Pardesh MeinLaut Kar Desh MeinAagaya Aagaya Qafela Aagaya....2Shaame Gurbat Gayai Aagayi Woh Sahar-Janibe Shaam Saidaniyo Ka Safar-Shaam Kufa Se Zindaan Gaye Nange Sar-Shaam Kufa Se Zindaan Gaye Nange Sar....Haaye-Lut Ke Pardesh MeinLaut Kar Desh MeinAagaya Aagaya Qafeia Aagaya....2Nauha "irfan-o-mazhar" Muqammal Huwa-Ek Ek Lafz Fizza (sa) Ka Hai Marsiya-Dukkhtare Shaah (sa) Ko Sunke Gash Aagaya-Dukkhtare Shaah (sa) Ko Sunke Gash Aagaya....Haaye-Lut Ke Pardesh MeinLaut Kar Desh MeinAagaya Aagaya Qafela Aagaya....2Hussain (as) Maula....4

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.