Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Aagaya abbas

Syed Raza Abbas Zaidi · 2013

Bar sare dosh haramtha wo saqqa e haramjanib e neher chalauthe adaa ke qadamsaniye shere khudaban ke aaya hai qazahar taraf shor uthaaagaya abbas...ya abbas, ya abbas...(2)saniye shere khuda, ban ke aaya hai qazahar taraf shor utha, aagaya abbas...Misle taweez e wafa, mashk ko saath liyaboli panje ki chamak, marhaba swalle a'laaal-amano al azal, door tak hadd e nazar..(2)abu talib ka jigar, hashmi rashk e qamarkaatne zulm ka sar, aagaya abbas...ya abbas, ya abbas...(2)Khair maqdam ko badhi, alqama sue jarishor sahil se utha, aagaya ibn e alichod ke ghaat chalo, shamiyo bhaag chalo..(2)dekho ab saans na lo, sher har jaa hai sunosathiyo se ye kaho, aagaya abbas...ya abbas, ya abbas...(2)Aks e haider hai yehi, misle jafar hai yehizarb e hamza ki qasam, mas'ad e narr hai yehibaniye shehr e wafa, dil e zehra ki dua..(2)karne aaya hai wigha, chahiye jisko qazasaamne aaye zara, aagaya abbas...ya abbas, ya abbas...(2)Haath mein tegh nahi, phir bhi larza hai zamee'nsang sab khaak hue, chup gaye darr ke laee'nnaiza shamsheer bana, ghaiz jab had se badha..(2)mai sakina ka chacha, khadim e shahe hodaaayi gardu'n se sada, aagaya abbas...ya abbas, ya abbas...(2)Dharas e tishna laba'n, bazu e shahe zama'npyase bacho ke liye, mustaqil nauha kunapaani chullu mein liya, yaad aaqa ko kiya..(2)janib e khaima chala, aayi parcham ki hawapyase bacho ne kaha, aagaya abbas...ya abbas, ya abbas...(2)Aayi awaaz e jari, ya hussain ibne alidum hai seene mein ruka, chhid gayi mashk merijald aao mai chala, ho gaye haath juda..(2)aankh mein teer chubha, sar bhi do neem huaroke sarwar ne kaha, aagaya abbas...ya abbas, ya abbas...(2)Thaame shabbir kamar, nauhagar khasta jigarbole aye sher mere, ye na thi humko khabaryu nibhaoge wafa, yaad kis waqt kiya..(2)dil pe jab teer laga, aayi na hum ko qazabus alam khoon bhara, aagaya abbas...ya abbas, ya abbas...(2)Ek kohram utha, jab alam khoo'n mein bharaaaya khaimo ki taraf, binte zahra ne kahasach tha baba ne kaha, loot jayegi rida..(2)tab yaqee'n mujhko na tha, kis ko ab du mai sadalashkar e zoro jafa, aagaya abbas...ya abbas, ya abbas...(2)Haye rehan o raza, din wo ashoor ka thalut gaye ehle haram, kat gaya sheh ka galaqafela sham chala, lut gayi sab ki rida..(2)koi waris na raha, ro ke zainab ne kahabaandhne shimr gala, aagaya abbas...ya abbas, ya abbas...(2)saniye shere khuda, ban ke aaya hai qazahar taraf shor utha,aagaya abbas...(3)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.