Marhaba..Marhaba swalle a'laaAagaya shaban khushiyo'n ke zamane aagayeRone wale mehfilo'n mein muskurane aagayeKaun aaya hai zamee'n par banke zeenat baap kipanjetan khud shauk mein jhoola jhulane aagayePyaas bachpan mein bujhakar sheh ki ghazi ne kahadekhiye baba hame waade nibhane aagayeMay alam lekar chala to aayi ghazi ki sadaaho mubarak ab tumhe baazu katane aagayeDekhne sidra se aagey ke manazir jibra'eelFatema Zehra ke ghar chakki chalane aagayeShikwa qismat se na karna jaun se bole Husainab to raazi hai tujhe hum khud manane aagayeQabr me pohcha jo momin aayi baali se sadaaaye farishto'n jao kyu isko jagane aagayeMai ne likkha tha fidak ki maalika tujhko salaamghaar mein kuch log mera ghar jalane aagayeDekhkar manzar najaf se karbala tak yu lagajaise qayam ki hukumat ke zamaney aagayeIs jaha'n mein aye takallum hum faqeer e buturabdushman e zehra ko mitti mein milane aagayeMarhabaa swalle a'laa
Aagaya shabaan
Mir Hasan Mir · 2018
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.