Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Aagayi binte ali

Lahore Party · 1999

Aagaye binte Ali, berida haath bandhe, bharre bazaaron meinjis ne sooraj nah kabhi dekha tha..(2)ro rahee hai woh gunahgaro'n meinAagaye binte Ali, berida haath bandhe, bharre bazaaron meinKaun jaanay ke yeh hai kaun, rasan pehne hueBerida roti hai sajjad ke peeche chup keSiskiya'n doobi hai jis Bibi kiHaye zanjeero ki jhankaro'n meinAagaye binte Ali, berida haath bandhe, bharre bazaaron meinHaye Zahra teri kismat na mila Haqq tujhkoAisi tazeem teri ki hai musalmano neTera Haqq maangne aayi ZainabEk maynosh ke darbaro'n meinAagaye binte Ali, berida haath bandhe, bharre bazaaron meinjis ne sooraj nah kabhi dekha tha..(2)ro rahee hai woh gunahgaro'n meinAagaye binte Ali, berida haath bandhe, bharre bazaaron meinKaha Zainab aur kaha shaam me logo'n ka hajoomSar barehna oonchi awaaz mein khutbe padhnaQatlay mursal ka hawala dekarChadare Mangna badhkaro'n meinAagaye binte Ali, berida haath bandhe, bharre bazaaron meinAag Khaimo'n ko Lagi aur the Sajjad be hoshRoro Abbas ko deti thi sadayein Zainablootlo chadare Saydaniyo kiShor barpa tha sitamgaro meinAagaye binte Ali, berida haath bandhe, bharre bazaaron meinjis ne sooraj nah kabhi dekha tha..(2)ro rahee hai woh gunahgaro'n meinAagaye binte Ali, berida haath bandhe, bharre bazaaron meinJis tarha bali Sakina aaj Baba ke beghairSogayi chayn se tanhhai mein rote roteHichkiya'n dab gayi Masooma kiHaye zindano ki deewaro'n meinAagaye binte Ali, berida haath bandhe, bharre bazaaron meinJis jagah Majlis-e-Shabbir ho barpa AkhtarChhod Kar dukhiya waha'n roti hai Zahra aakarBaal Khole hue sar peet-ti haiApne pyaaro'n ke Azadaaro'n meinAagaye binte Ali, berida haath bandhe, bharre bazaaron meinjis ne sooraj nah kabhi dekha tha..(2)ro rahee hai woh gunahgaro'n meinAagaye binte Ali, berida haath bandhe, bharre bazaaron mein

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.