Aah sakkae karbala AbbasTashna kaamo ke rehnuma AbbasKarke kabzaa chalakti naddi par,Tum ne paani nahi piya AbbasJan de kar wafa ki manzil me,Cheenli maut se Baka AbbasNaaz ummul baneen kyu na kareTujhpe naaza hai fatema abbasAb na pyase rahe na pyaas rahiHa tera naam reh gaya abbasTa qayamat rahenge mashko alam,Haj wafa ka ye maujiza abbasHath kat kar to gir gae beshakPar na tera alam gira abbasTere sookhe labonpe qurbaa haiAaj har mauj alqama abbasEk bacchi ye sab se kehti thiPaani le aaenge chacha abbasYe the zainab ke bain ay akbarLo khabar chin gayi reda abbas
Aah sakkae karbala abbas
Miscellaneous · 2014
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.