Ya Maulana Ya Sahib az zamanAl ghaus Al ghaus Al ghaus AdrikniYa Sahib az zaman..Wasta hai sham wali shahzadi kaaaiye maula.. aaiye maulaWasta hai sham wali shahzadi kaaaiye maula.. aaiye maulaAapke hai saath humko karbala janaaaiye maulaWasta hai sham wali shahzadi kaaaiye maula.. aaiye maula1. Sunnat e sajjad aur zainab adaa karte huejayenge paidal najaf se karbala chalte huebus yehi armaan e dil hai har hussaini kaaaiye maulaWasta hai sham wali shahzadi kaaaiye maula.. aaiye maula2. Sar khule jisko phiraya sham ke bazar meinhaye wo jisko bulaya berida darbar meinhan usi zainab ka aakar lijiye pursaaaiye maulaWasta hai sham wali shahzadi kaaaiye maula.. aaiye maula3. Intezar ab bhi wo karti hai ke akbar aayengeaur mujhe bhi saath apne karbala le jaengekhatm ho ab intezar e fatima sughraaaiye maulaWasta hai sham wali shahzadi kaaaiye maula.. aaiye maula4. Aapko us cheh mahine ke sipahi ki qasammuskara kar jisne khaya halq par teere sitamchahiye phir deen ko besheer ka sadqaaaiye maulaWasta hai sham wali shahzadi kaaaiye maula.. aaiye maulaMaula..Aa bhi ja parda e ghaibat se zamane ke imamtujhse mimbar pe tere jadd ki kahani sunleinhum azadaro ki bus akhri hasrat hai yehinauha zahra ka bus ek teri zabani sun lein5. Ghar jalaya, darr giraya, pasliya'n zakhmi huwihogaye mohsin shaheed aur ghum zada bibi huwidushman e Zahra se aakar lijiye badlaaaiye maulaWasta hai sham wali shahzadi kaaaiye maula.. aaiye maula6. Aapko us char sala sayyeda ka wastajiske kaano se chine gauhar lahu behta rahakam na hoga aapke bin ghum sakina kaaaiye maulaWasta hai sham wali shahzadi kaaaiye maula.. aaiye maula7. Aaj bhi hai qabr e Zahra dhoop mein tooti huihai dua Zeeshan o Irfan e azaa lab par yehikijiye tameer aakar roza e Zahraaaiye maulaWasta hai sham wali shahzadi kaaaiye maula.. aaiye maula
Aaiye Maula
Irfan Haider · 2023
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.