Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Aaj bhi shabbir ko

Tejani Brothers · 2006

Aaj bhi shabbir ko(Shah ast hussain, badshaah ast hussain, dee(n) ast hussain, dee(n) panah ast hussain) x2[Aaj bhi shabbir ko, rota hai ye saraa jahaan] ×3 Aaj bhi shabbir ko[Teen din ki pyaas me shabbir ka wo imtihaan] ×2Sar zamine karbala roti thi roya aasmaan[Aaj bhi shabbir ko, rota hai ye saraa jahaan] ×2 Aaj bhi shabbir ko[Samne darya tha lekin tashnalab asgher raha] ×2Kehti thi bali sakina hai labo par meri jaan[Aaj bhi shabbir ko, rota hai ye saraa jahaan] ×2 Aaj bhi shabbir ko[Hazrate abbas ke bazu kalam jab hogaye] ×2Kehti thi zainab saro se uth gaya hai sayebaan[Aaj bhi shabbir ko, rota hai ye saraa jahaan] ×2 Aaj bhi shabbir ko[Sinaye akbar me barchi toot kar jab rehgayi] ×2Kehte the imdaad ko jald aayiye ay baba jaan[Aaj bhi shabbir ko, rota hai ye saraa jahaan] ×2 Aaj bhi shabbir ko[Khoon me asgher naha kar sogaya maidan me] ×2Deyr tak rote rahe asgher pe sab teero kamaan[Aaj bhi shabbir ko, rota hai ye saraa jahaan] ×2 Aaj bhi shabbir ko(Jab sare shabbir zindaa(n) me sakina ko milaa) x2Roke dikhlane lagi rukh par tamaacho ke nishaan[Aaj bhi shabbir ko, rota hai ye saraa jahaan] ×2 Aaj bhi shabbir ko[Yaad ajaata tha akbar madare akbar ko phir] ×2Jab kabhi kaano me aajati thi awaaze azaan[Aaj bhi shabbir ko, rota hai ye saraa jahaan] ×2 Aaj bhi shabbir ko[Tukre tukre hogaya kasim ka laasha dasht me] ×2Laash ke tukre uthate rehgaye shahe zamaan[Aaj bhi shabbir ko, rota hai ye saraa jahaan] ×2 Aaj bhi shabbir ko[Kal ghame shabbir me zainab ko na rone diya] ×2Ro raha hai aaj maula aap ko saaraa jahaan[Aaj bhi shabbir ko, rota hai ye saraa jahaan] ×2 Aaj bhi shabbir ko[Hazrate "shabbir" ho ya hazrate "abbas" ho] ×2Degaye "Rehan" dine haq pe dono apni jaan[Aaj bhi shabbir ko, rota hai ye saraa jahaan] ×2 Aaj bhi shabbir ko

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.