Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Aao azadaro

Irfan Haider · 2005

Aao azadaro[Abbas alamdar] ×3 Ab tak hai zabano pe alamdar alamdar [Abbas alamdar] ×3 Ay qafela-e-shaah ke salar alamdar [Abbas alamdar] ×3Eik sada kaano mei abhi tak, gunj rahi hai logo suno, ye hai sadakhatoon-e-jina ki, ham bhi kahe aur tum bhi kaho, (kyu na kahe "Irfan"aur "Mazhar") x2 Aao dua zehra ki paaye[Aao azadaro, aao alam ghazi ka uthaaye] ×2Ye wo alam hai jiska pharayra sani-e-zehra ki chadar hai, ha ye alamjis ghar pe laga ho, saaya-e-zehra mei wo ghar hai (Kya hai alam kyaiski ataa hai) x2 Aao zabane kar ko bataaye[Aao azadaro, aao alam ghazi ka uthaaye] ×2Aao zabane kar ko bataaye, ham pe abu talib ka karam hai, paas nahiayega koi gham, saya fighan jab tak ye alam hai (Aao alam ke saye meiaawo) x2 Ham ka har ik ehsaas mitaaye[Aao azadaro, aao alam ghazi ka uthaaye] ×2Ham ka har ik ehsaas mitaakar, pyaar kare sarkar-e-wafa se, pyaar kebadle pyaar milenga, tumko nabi se aur khuda se (saath chale ham kyudunya ke) x2 Duniya to apne saath chaalye[Aao azadaro, aao alam ghazi ka uthaaye] ×2Duniya hamare saath chalengi aur qayadat sheyr-e-jari ki, sare alamjuk jaayenge phir to, baat rahengi eik alam ki (Khwaab yahi thabint-e-ali ka) x2 Kyu na isse tabeer banaaye[Aao azadaro, aao alam ghazi ka uthaaye] ×2Khwaab ko jab tabeer milengi, qaul ye pura honga kisi ka, koikahenga mera hai maula, koi kahenga mera hai maula (payenge phir harghar se yakeenan) x2 nohey ki aur matam ki sadaaye[Aao azadaro, aao alam ghazi ka uthaaye] ×2Nohey ki aur matam ki sada se, gunj raha honga ye zamana, saarajahaa(n) ye baat kahenga, nad-e-ali hai qaumi tarana, (Qaumi alam aurqaumi parcham) x2 dono mei hai jo far ko mitaaye[Aao azadaro, aao alam ghazi ka uthaaye] ×2Dono mei hai jo far ko mitaane, kaise chale the sibt-e-payambar,chand jawaa(n) aur kuch bacho(n) se sheh ne diya tarteeb ke lashkar[aawo ussi lashkar ki yaade] ×2 Saare jahaa(n) ke dil me jagaaye[Aao azadaro, aao alam ghazi ka uthaaye] ×2Saare jahaa(n) ke dil me jagaaye, yaad usi ashoor ki shab ki, eikalam tha aas waha par, bali sakina aur zainab ki (aas bana joehl-e-haram ki) x2 ham bhi ussi se aas lagaaye[Aao azadaro, aao alam ghazi ka uthaaye] ×2Aas gayi farzand-e-ali ki, jab ye alam maqtal mei ghira tha [eik taraf shabbir aur zainab] ×2 eik taraf sadat ka nawhaHaay qafela-e-shaah ke salar alamdar [abbas alamdar] ×3

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.