Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Aao tareekh sunau mai shabe hijrat ki

Mir Hasan Mir · 2018

ALI MAULA.. (8)ALI ALI ALI ALI MAULA..(2)Aao tareekh sunaun mai shab e hijrat ki..(3)Kis tarha saaye mein..(2)Talwaro'n ke soye the ALIAao tareekh sunaun mai shab e hijrat ki..(2)1) Tegh ki chaao'n me sona koi aasaan nahiKulle imaa'n hai ALI (aam musalmaan nahi)..(2)Dusra hota to..(2), bedaar nahi hota kabhiAao tareekh sunaun mai shab e hijrat ki - 22) Chand se ye ABUTALIB ka qamar kehta thaAajki raat ibadat ka hai andaaz nayaAaj ALLAH se..(2), sote hue batein hongiAao tareekh sunaun mai shab e hijrat ki -23) Bas yahi soch ke hamla nahi kar paate theSaare kuffar (isharo'n me yahi kehte the)..(2)Hai NABI soye hue..(2), jaaga hua hoga ALIAao tareekh sunaun mai shab e hijrat ki -24) Yehi siddeeq hai aur yehi amee'n hai logo'nKitna HAIDER pe bharosa hai NABI ko dekhoFATEMA sa jaisi..(2), amaanat bhi ALI ko dediAao tareekh sunaun mai shab e hijrat ki - 25) Har jagah aake farishto'n ne kiya hai apnaSo gaya bistar e AHMED pe AMEER E KAABAAaj kaabe ki tarha odh k kaali kamliAao tareekh sunaun mai shab e hijrat ki -26) Banke soyenge ALI aaj NABI hairat kyaWaqeya yaad karo sheb e ABITALIB kaInke bistar pe to..(2), sone k ALI hai aadiAao tareekh sunaun mai shab e hijrat ki -27) Aayatein karti hai aaj bhi ailan ALIShab e bedari teri (neend pe qurban ALI)..(2)Tere sone se hui..(2), deen e KHUDA ki chandiAao tareekh sunaun mai shab e hijrat ki - 28) Mir Sajjad wo jab subha Madine ko chalaRasta rokta aakar jo mere MOLA kaSaare Makke me na..(2), tha itna bahadur koiAao tareekh sunaun mai shab e hijrat ki - 2ALI MAULA..(4)ALI ALI ALI ALI MAULA....

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.