Azadari MediaAzadari Media

Aap Par Fida Ya Zuhaire Qain

Zulfiqar Ali · Poet: Mir Hilal Rizvi · 2026

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
fateman ke laal saiyadi husainaap par fida ye zuhaire kain1zinda hon duaye fateman ke fazal sekhadim aap ka hon main khoda ke fazl seaap ke ghulam mere waldain saiyadi husain2mujh ko bhi khoda ne ye sharaf ata kiyaaaj aap par karon ga main bhi ja'n fedamire do jahan shahe mashraqin saiyadi husain3meri sansen jab talak chalen gi ya imaamaap ki sipar bana rahe ga ye ghulamwada hai mera fateman ke chain saiyadi husain4aap ke karam ne martaba bada diyamaut se bhi ladne ka mila hai hauslaai shahe zaman haq ke nure ain5aap ke mokhalifon ko jake maar donaap ke qadam men ye hayat waar dondil men hai mere ek shoro shain6daste Akhteyar men ye saari kainat haiaap ke sabab khodake deen ki hayat haiaap ki to hain din ke zedo zain7zulfeqar aur kiya likge bhala hilalshukqe nisrate husain men basad malaalnaserin the saare mahve bain

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.