Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Ab Shaam Aagaya Ghazi Madad Ko Aa

Asmee Kanodari · 2020

Ab Shaam aa gaya..Ghazi madad ko aaZainab hai Be rida... Ghazi Madad ko aaSajjad ka gala hai touk me bandhaRaho me dar badar paththar bhi kha chukaAa jaaye na Kaza....Ghazi madad ko aa..Pathar ki her taraf bauchar ho GayiSer kham kiye hue zainab hai ro RahiKya waqt aa Gaya..Ghazi madad ko aa..Manga Sar e padar bacchi ne shimr seBoloN se thaam ke bacchi ko shimr neMara hai tamacha... ghazi madad ko aa..Chadar sina pa hai zalim liye huwe..Maykhaar haste hain bazaar me khade..Zainab ke bawafa..Ghazi madad ko aa..Zainab ke samne Haste huwe shaqi..Sarwar ke hoth pe hai Marta chhadi..Darbaar hai bhara...Ghazi madad ko aa..Ro ro ke bap ko bachhi hai mar gayi..Kaise kafan mai du hai meri be kasiSajjad ne kaha...Ghazi madad ko aa...Asmee o Ali ne Aansu baha diya..Zainab ka naam jab darbar me liya..Noha labon pe Tha..Ghazi madad ko aa..

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.