Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Abad hui karbobala ujda madina

Nadeem Sarwar · 1994

Abad huwi karbobala, ujda madina. Barbad huwi mai..(2)Zainab ko narasaya muharram ka mahinaAbad huwi karbobala, ujda madina. Barbad huwi mai..(2)1. Ek din tha, ke is-e shehr-e ki karti thi me shahi [Or aaj tabahi] ×2Be ghusl-e pada mohr-e nabuwat-e ka nagina. Barbad huwi maiAbad huwi karbobala, ujda madina. Barbad huwi mai..(2)2. Kis laash pe rouu kis chhodu me baraadar [Lash-e he bahattar] ×2Had ye he ke rone ki ijazat-e bhi mili na.Barbad huwi maiAbad huwi karbobala, ujda madina. Barbad huwi mai..(2)3. Asghar ka gala bhayi ka sar, sinaye akbar [Sab goharo chadar] ×2Is dasht me luta gaya zainab ka khazina. Barbad huwi maiAbad huwi karbobala, ujda madina. Barbad huwi mai..(2)4. Maye binaa pehchan saki, bacho ke chehre [Bikhre huwe sehre] ×2Hai khun ke darya me gharibo ka safina. Barbad huwi maiAbad huwi karbobala, ujda madina. Barbad huwi mai..(2)5. Ek aag hai, khaymo me kayamat ka samaa hai [Ghazi tu kaha hai] ×2Dekho to ridaa cheen liya, shimr kamina. Barbad huwi maiAbad huwi karbobala, ujda madina. Barbad huwi mai..(2)6. Chadar chini, dur lay liye ab zulmana dhaao [Baba se milaao] ×2Neze ke tale baith ke roti hai sakina.Barbad huwi maiAbad huwi karbobala, ujda madina. Barbad huwi mai..(2)7. Paband-e rasan bibiya bazar khule sar [Har mod pe pathar] ×2Masum yatimo ka baha surkh pasina. Barbad huwi maiAbad huwi karbobala, ujda madina. Barbad huwi mai..(2)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.