aakhri salaammaqtal me pahonche jab shaahe walalaashe jawaan aur khaimon ko dekhadarya ko dekha phir ye pukaaraab ye salaame aakhir hai meraabbas aajaawo bhaayi akela haitanha musaafir ko laakhon ne ghera haitumne na dekhi ghurbat hamaarizainab thi laayi meri sawaarirukhsat ka meri manzar ajab thasine se lag jaawo bhaayi akela haijab se ho bichre abbas ham seehle haram hai lipte alam sekaise jiyegi baali sakinakya hoga batlaawo bhaayi akela hailashkar kahaan ka jab tum nahi hoaada to khush hain ab tum nahi hokitna akela kitna hun tanhasine me hai ghaawo bhaayi akela haidin bhar uthaaye kitne janaazeab kaun hai jo dega dilaasehote agar tum dete dilaasaaaawo chale aaawo bhaayi akela haimujh par baraste ye sang dekhobekas ki tanha ki jang dekhodekho na tute nana se waadahimmat barha jaawo bhaayi akela haijab shimr khanjar ko pherta thaqaatil ne shaah se khud ye sunaa thapyaasa gala us dam ye pukaarasurat dikha jaawo bhaayi akela haisar sheh ka aaya noke sina paraayi sada ye rehaan o sarwarbe sar parha hai bhaayi ka laashaab to chale aaawo bhaayi akela hai
abbas aajao
Nadeem Sarwar · 2010
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.