Jab aayi sham e gharibaaan... Bapaaa huaaa maatam...Qayame shah se aati thii.. ek sadaa paighaamm.Mai tumse karrrti hu waadaa.. aye mere pyaaare chachaaa... Mai tumse paani na mangungiii ab khudaa ki qasamm...Abbas..abbaasss..ammu janam man aab namii qwhaa haanAbbas abbaaass ammu janam....Phat ta hai gham se seena.. mushkill hua hai jeenaaa..Ehlee haram ka ayaaa kirdaab me safeenaBe aasraa hue hammm -2Abbas abbas....Dariyaa se jald aao... Gham se mujhe bachaaoKab takk tamache khaaye.. ye ghamzada batao..Koii nahi hai ham dam..-2Abbas abbasKaano se qoon rawan hai.. lab par nere fugha haii...Damann sulag raha haii sehraa dhua dhuaan haii .Saari fiza hai barham.. -2Abbas abbas...Sarparr nahi hai chadar... Maidaan me jaake sarwarr...Kyun loutke na aaye... Kuch too batao aakar ...Hai be kasii ka aalamm.. -2Abbas abbas...Asghar ne teer khaya.. veeran kiya hai jhulaaa...Baano ke dill pe ammu.. ye zaakhm hai kuch aisaa..Jiskaa nahi hai marhamm.. -2Abbas abbas...Rassi gale me baandhii aadhaan ne kaske aisi..Tumko bataun kaise ruktii hai saans merii...Hoton pe agaya damm... -2Abbas abbasDur chin gaye hamaree... Karzishm hai sitaare...Roodan kya bayaan hoo...dill kisssko ab pukaare...Hai be kasi ka mousamm...-2Abbas abbasJaati hun suvee zinda... Sar hai phuphi ka uriyaaa...Bewarison pa apni.. kunbaa hai sab pa giriyaa...Aankhee hai sabki purnam... -2Abbas abbas
Abbas Abbas Ammu Jaanam
Mir Jaun Mohammed · 2018
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.