abbas ya abbas..(4)ya abbas ya abbas ya abbaskehti hai rann me, kehti hai rann me fatimaabbas beta marhaba..(3)1. Tu ishq ki meraaj hai..(2)sar par wafa ka taaj hai..(2)sabit ye tune kar diyadarya pe tera raaj haichullu me leli..(2) alqamaabbas beta marhaba..(3)2. Aale nabi ki aas hai..(2)imraan ka aqqaas hai..(2)teri talab darya nahidarya ko teri pyaas haisaqqa hai aale..(2) mustafaabbas beta marhaba..(3)3. Tujhse zabar bhi zer hai..(2)tashna labi se ser hai..(2)haibat hai shero par teritu shere haq ka sher haishamsheer e shah..(2) karbalaabbas beta marhaba..(3)4. Ajdaad ki pehchaan hai..(2)binte ali ka maan hai..(2)bachpan se lekar aajtakshabbir par qurbaan haiqurbaan tujhpar hai..(2) wafa5. Tere shano pe qurbaan jauaaja seene se apne lagautujhko shabbir jaisa samajhkarapne hatho se pani pilaudarya se pyasa aagayaabbas beta marhaba..(3)6. Tha ye mehzar me abbas likhatashnalab hi rahegi sakinagham na kar mashk gar chid gai haitujhse raazi hai shahe madinatune ada haq kar diyaabbas beta marhaba..(3)7.Jo mahafiz the ale nabi kekat gae haay bazu wo tereaaj se hashr tak dee ka parchamtu uthaega bin bazuo keab ye alam..(2) tera huaabbas beta marhaba..(3)8. Jo takallum hai eemaan terashadmaa ka wohi hai aqeedaroza e ibne shere khuda pardil ye kehta hai ehle aza kaek maa ki aati hai sadaabbas beta marhaba..(3)
Abbas beta marhaba
Shadman Raza · 2014
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.