Abbas bulaata hai[Dargaahe alamdaar] ×5[Ya babe hawaaij meri tawkeer barha de, Abbas kate haathon se taqdeer bana de] ×2Zehra se wafadari dunya ko sikhata he[Parcham ka parehra ye] ×2 lehra ke bata he[Abbas bulata hai] ×3[Parcham ka parehra ye] ×2 lehra ke bata he[Abbas bulata hai] ×3Dargaahe abulfazlil abbas ke saaye meinTafreeq nahin koi apne mein paraye mein[Jo bhi yahaan aata he] ×2 khali nahin jaata he[Abbas bulata hai] ×5Be aas marizon ko dunya ke ghareebon koMiskinon ko yateemon ko roti huwe aankhon ko[Har tute huwe dil ki] ×2 ye aas bandha ta he[Abbas bulata hai] ×5Haidar ke malangon ki is dar pe qataarein heinHuron ke farishton ki [is dar pe qataarein hein] ×2[Jis jis ka bulawa he] ×2 dora chala ata he[Abbas bulata hai] ×5Who maula qadam ho ya shahbaaz ki nagri hoMatam jahaan hota ho majlis jahan hoti ho[Dene ke liye pursa] ×2 zahra ko jo aata he[Abbas bulata hai] ×5Mashhad ho najaf ho ya makka ho baqiyya hoWho karbobala ho ya shahzaadi ka roza ho[Dunya ka koi zaair] ×2 jab bhi yahaan aata he[Abbas bulata hai] ×5Bechain he ghabrake khaime mein tehelta heKya jurm kiya aisa kyun haathon ko malta he[Ay hur teri kismat ka] ×2 taara ye bata ta he[Abbas bulata hai] ×5Girte huwe parcham ko dekha shahe wala neZainab se kaha ro kar abbas ke maula ne[Hum jaate hein darya par] ×2 dil doobta jaata he[Abbas bulata hai] ×5Tum sogaye darya par dekho to zara uth karShabbir ko ghere hein no lakh ka ye lashkar[Jab teer koi dil par] ×2 aaqa ke rakha ta he[Abbas bulata hai] ×5"Rehan" ki "sarwar" ki maula se wafaaein heinAbbas ke roze pe nawha liye aaye hein[Shahzaadi sakina ka] ×2 nawha jo sunata he[Abbas bulata hai] ×5
Abbas bulaata hai
Nadeem Sarwar · 2008
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.