Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Abbas Gir Raha Hai

Joan Rizvi · 2019

maqtal main her taraf tha qayamat ka merhalaghazi k hath kat gayay mashkeeza chid gayaaankhoon main akey teer laga wa musibatarahwar per sambhal na saka gurz jab lagahaider pukaray fatima tashreef layaiyaagirta hai ran main zeen sa Abbas ayiatha murtaza ka noha Abbas gir raha haibin bazuon k Zahra abbas gir raha haibeta kaha hai tumnay aaghosh main chupaobikhray hua hain pathar aker rida bichaobibi tumhara beta Abbas gir raha haiparday ki jo zamanat sedanioon ko di thizainab na woh zamanat wapas yeh keh k laliaey bibion humara Abbas gir raha haikuch dair main chinahingay kanoon sa goshwaraykismat main aagayay hain bibi tere tamachayghoray sa aey sakina Abbas gir raha haishabbir soch ker yeh kertay thay ran main matambazoo katay hua hain zeen sa giray ga jis dampathar pa sir lagay ga Abbas gir raha haisarwar pukaray zainab hafiz tera khuda hosaidanioon ki ab tum salar e qafla hoab tum alam uthana Abbas gir raha haiaik hath hai jigar per aik hath hai kamar perghazi k sath ran main girnay lagay hain sarwaraik ja hussain aik ja Abbas gir raha haidil Aasiyain hai rota soch ker yeh manzarkhaimay main gir rahe hai zainab k sir sa chadarjab sa koi pukara Abbas gir raha hai

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.