Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Abbas Ho Kahaan

Tejani Brothers · 2011

Abbas Ho Kahaan(Mere Abbas ho kahaa(n)) x2Abbas ho kahaa(n), mere Abbas ho kahaa(n)Bemakhna aur be chadarKehti hai bibi Zainab rokarAy sheyr-e-karwaa(n)(Aal-e-nabi aur sham ka rasta, Koi nahi zainab ka sahara, Abbas ho kahaa(n)) x2Sharm ye ati hai mujhko ke, sar pe nahi koi bhi pardaSharm ki had hai ye ghazi ke, dekh rahe ho tum ay bhayyaKaise karu(n) baalo(n) ki chadarKhaak-e-shifa ko sar pe rakh karAb hu(n) mei yak-zabaa(n)Mere abbas ho kahaa(n)(Aal-e-nabi aur sham ka rasta, Koi nahi zainab ka sahara, Abbas ho kahaa(n)) x2Gham se bhara hai qalb ye mera, Sham ke is darbaar ke andarTasht tille pe bhayi ka sar hai, nok-e-sina par tu ay dilawarZakhm hazaro(n) hai ye dil mei(n)Mei hu(n) anbaar-e-qatil mei(n)Hu aayina-e-maa(n)Mere abbas ho kahaa(n)(Aal-e-nabi aur sham ka rasta, Koi nahi zainab ka sahara, Abbas ho kahaa(n)) x2Ponch gaye shiree(n) ke gar pe, pooch rahi hai wo hasrat seSaath mei aye hai kya maula, ayi hai Zainab kya ghurbat seBoli ke haaye mei hu(n) Zainab,Aal-e-muhammad ke bete sab,Neze pe hai(n) yahaa(n)(Aal-e-nabi aur sham ka rasta, Koi nahi zainab ka sahara, Abbas ho kahaa(n)) x2Choti si qabrei(n) kitni banawu(n), sham ke raste mei bacho(n) keSukhi zabaa(n) hai garm hawa hai, hosh nikalti hai pyaaso(n) keEik rasan aur bara gale haiTaziyaa(n) aur durre lagte haiHai pusht par nishaa(n)Mere abbas ho kahaan(Aal-e-nabi aur sham ka rasta, Koi nahi zainab ka sahara, Abbas ho kahaa(n)) x2Jiske gale par khud ahmad ne, bose lagaaye the roro karKhaymo(n) ke dar se dekh rahi thi, hone laga jab tan se juda sarTha bachpan mei sawaar-e-payambarAya hai jo ye Nok-e-sina parHai natiq-e-quraa(n)Mere abbas ho kahaan(Aal-e-nabi aur sham ka rasta, Koi nahi zainab ka sahara, Abbas ho kahaa(n)) x2tum bhi nahi mere ghazi aur, na akbar hai na asghar haihad hai ke ab mere sar par bhi, bhayi nahi koi chadar haikhake pathar zalim se yeSham ke zinda(n) ko behne yeJaati hai al-amaa(n)Mere abbas ho kahaan(Aal-e-nabi aur sham ka rasta, Koi nahi zainab ka sahara, Abbas ho kahaa(n)) x2Bali sakina ko zinadan me, chhoti lahad me dafn karkeYaad ayi apne bhayi ki, us pal binte ali ko had sePhatta hai dil likh kar ay TejaniZinda(n) mei zainab ye pukariLekar jo siskiyaanMere Abbas ho kahaa(n)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.