Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Abbas jo zinda hai

Nadeem Sarwar · 2018

Abbas...Baawafaa Ya Abbas....Abbas, abbas, abbas, abbas..(2)Mehfooz qaafela Hai Abbas Jo zindaa HaiAbhi door karbala Hai..(3), Abbas Jo zindaa Hai1) Is noori ka arwaa mey noori amaariyaa haiNoori amaariyo mey (noori sawaariyaa Hai)..(2)Sarr par Alam khulaa Hai, Abbas Jo zindaa Hai2) Naa mehramo ka majmaa hat-hat key Hai guzartaPehrey mey baawafaa ke (Taiy horaha Hai rastaa)..(2)Kya shaan o dabdabaa Hai, Abbas Jo zindaa Hai3) Abbas jaisa Bhai saalaar kaarwaa HaiBoley Husain mujhko (phir koi ghum kahaa Hai)..(2)Har ghum ki ye dawaa Hai, Abbas Jo zindaa Hai4) Zainab hayaa ki malka kulsoom aur ruqayyaLaila, rabaab, farwaa, (kubraa, Sakina, fizza)..(2)Har Bibi baaridaa Hai, Abbas Jo zindaa Hai5) Asgar se khelti Hai khush Hai bohat sakinaJab chaahti Hai Sona (Hai baba jaa ka seena)..(2)Ghum se na aashna Hai, Abbas Jo zindaa hai

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.