Abal fazl..(6)Abbas alamdar wafadar wafadar..(2)Abbas ka parcham hai alamdar ka parchamucha hai mere sayyed o sardar ka parchamAbbas ka parcham hai alamdar ka parchamucha hai mere sayyed o sardar ka parcham1. Parcham mere murshid ka jo ghar ghar pe laga haiye saare azadaro pe zahra ki ataa haiis parcham e abbas ko zainab ki dua haikon isko jhukayega bhala kis mein hai ye dumucha hai mere sayyed o sardar ka parchamAbbas ka parcham hai alamdar ka parchamucha hai mere sayyed o sardar ka parchamAbal Fazl..(4)2. Ghazi ka sakina se wafa ka hai ye aalamparcham se juda mashk hai na mashk se parchamjaise kisi baazu pe ho taweez muqaddamye baali sakina ki dua saath hai har dumucha hai mere sayyed o sardar ka parchamAbbas ka parcham hai alamdar ka parchamucha hai mere sayyed o sardar ka parchamAbbas alamdar, wafadar wafadar..(2)3. Matam na ruka tha na ruka hai na ruke gaparcham na jhuka tha na jhuka hai na jhuke gahar lehza julooso ki qayadat yeh karegaho koi fiza, koi waba, koi bhi mausamucha hai mere sayyed o sardar ka parchamAbbas ka parcham hai alamdar ka parchamucha hai mere sayyed o sardar ka parchamAbal Fazl..(4)4. Parcham yeh marizo ko shifa baa'nt raha haiduniya ko mohabbat ki fiza baa'nt raha haiaulaad, makaa'n, rizq, wafa baa'nt raha haikya fikr ho diniya ki hame kya ho bhala ghumucha hai mere sayyed o sardar ka parchamAbbas ka parcham hai alamdar ka parchamucha hai mere sayyed o sardar ka parchamAbbas alamdar, wafadar wafadar ..(2)5. Yeh baat hai bachpan ki mujhe yaad abhi bhihar aath moharram ko jo baba se kahi thiyeh parcham e abbas uthana hai mujhe bhikuch saath mera di jiye hai umr meri kamucha hai mere sayyed o sardar ka parchamAbbas ka parcham hai alamdar ka parchamucha hai mere sayyed o sardar ka parchamAbal Fazl..(4)6. Manzar yeh julooso mein nazar aata hai humkotasleem kiya sab ne isi jood o karam kosar jhukta nahi uska uthaye jo alam koyeh naara lagate hai kabhi aap kabhi humucha hai mere sayyed o sardar ka parchamAbbas ka parcham hai alamdar ka parchamucha hai mere sayyed o sardar ka parchamAbbas alamdar, wafadar wafadar ..(2)7. Haan mazhar o farhan nazar ayega ek dinmaula ka alam kaabe pe lehrayega ek dindil Fatima Zahra ka sukoon payega ek dinkhush honge bohot dekhke yeh Waris e adamucha hai mere sayyed o sardar ka parchamAbbas ka parcham hai alamdar ka parchamucha hai mere sayyed o sardar ka parchamAbal Fazl..(6)
Abbas ka parcham
Farhan · 2021
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.