Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Abbas karbala ki

Mukhtar Hussain · 2014

abbas alamdar     5abbas karbala ki zarurat hai dostoabbas murtaza ki riyadat hai dostoabbas ambiya ki karamat hai dostoabbas zulfikare imamat hai dostoabbas jaisa koi nhi iss jahan memaula hussain rehte hai iski amaan me    3koi bayan kaise kare iska martabaisko salaam karta hai maryam ka ladlaaabbas khud hai teesra beta butul kaye raaz aaj tak na zamana samajh sakabeta ise butul ne yubhi banaya haimohsin k badle deher me abbas aaya hai  3masoomiyat ka shak hai jinhe iski zaat meinka jawab hai ye meri diniyat mehargiz koi kami nhi iski sifaak mebaade hussain hota agar qaynat memilti ise imamat isika mukaam thasajjad ki kasam yahi chautha imam tha    3kaise aaya ho iska bhala kya mukam haihaatho me iske dono jaha ka nizam haiiske liye ye baat zamane me aam haiabbas bas akela wafa ka imam haidono jaha me markade hai saas ek haizahra k khandan me abbas ek hai           3ek din khuda se kehne lagi binte mustafarohul amin ko mere ghar bhejde khudachakki chalaye aake mujhe kaam hai zarayaad aaraha hai aaj mujhe ek bawafakya hai mukam iska jaha ko batana haiabbas k liye mujhe kurta banana hai        3isko imamato ne galese lagaya haishere khuda ne isko duao se paya haiabbas ko butul ne beta banaya haisajjad ne ye raaz jaha ko bataya haiye fel har bashar ko bajaal aana chahiyeghazi ka naam aaye to uth jana chahiye    3dee ka alam rasul ne hamza ko tha diyahamza k baad jafare tayyar ko milajafar se haath o haath li ko ataa huaghazi k paas aate hi ghazi hogayakarbobala k baad kisi ko mila nhighazi k haath chhod k parcham gaya nhi   3sajjad kya bayan ho abbas ka mukamiska rasule paak b karte hai ehterambheja hai isko madare shabbir ne salaamiska qasida padhte hai khud waqt k imambaade zarur dekhna wo waqt aayegahajj karne kaba rozaye ghazi pe jayega     3

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.