Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Abbas Ke Bazu

Irfan Hussain · 2020

1.Khaime me jo Shaih asws laate hain Abbas asws kay BazuKulsoom asws ko tadpate hai'n Abbas asws kay Bazu2.Shabbir asws bhi maare gaye main kar na saka kuchhIs baat pa khoo'n rote hain Abbas asws kay Bazu3.Chhin jati hai phir Zainab o Kulsoom asws ki ChadarMaqtal me jo kat jate hain Abbas asws kay Bazu4.Hal min ki sada suntey hee Shabbir asws ki ran seDarya pa tadap uthte hain Abbas asws kay Bazu5.Zalim ne Sakina asws se kaha maar ke durreKaise tujhe chhurwaate hain Abbas asws kay Bazu6.Zainab asws ki Rida lut'ti hai bazar me jab bhiSajjad asws ko yaad Aatey hain Abbas asws kay Bazu7.Lasha Ali Akbar asws ka utha to nahi sakteAapas hi me takraate hain Abbas asws ke Bazu8.Likhta hai Aqeel Aale Nabi asws ke jo MasayebTo bahre Ata uthte hai'n Abbas asws kay Bazu

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.