Haye Hussain, haye hussainhaye tanhayi meri, haye tanhayi meri, haye tanhayi meriAbbas mar gaye ali akbar juda huahum se kisi ne ye bhi na pucha ke kya huaAbbas mar gaye ali akbar juda huahum se kisi ne ye bhi na pucha ke kya hua..(2)1. Wa hasrata ke toot gayi hai meri kamarwa ghurbata ab aankho'n se aata nahi nazarjeene ka ab jawaaz hamare nahi rahaAbbas mar gaye ali akbar juda huahum se kisi ne ye bhi na pucha ke kya hua..(2)2. Khali alam utha ke mai khaime mein le gayalaaya hu tanha laasha e hamshakl e mustafaek dopahar mein hum pe sitam kaisa hogayaAbbas mar gaye ali akbar juda huahum se kisi ne ye bhi na pucha ke kya hua..(2)3. Ghazi ke tukde dekh ke, tukde hua jigardaadhi safed hogayi akbar ki laash parek dopahar mein hum pe sitam kaisa hogayaAbbas mar gaye ali akbar juda huahum se kisi ne ye bhi na pucha ke kya hua..(2)4. Kehte hai ab bulaiyye imdaad ke liyebolo hussain akbar o ghazi kaha'n gayedete hai taane purse ke badle ye ashqiya'nAbbas mar gaye ali akbar juda huahum se kisi ne ye bhi na pucha ke kya hua..(2)5. Socha tha mujhse aake kahenge ye kalma gohdono ka pursa dene hum aaye hai aapkohasrat ye leke qabr mein mazloom jayegaAbbas mar gaye ali akbar juda huahum se kisi ne ye bhi na pucha ke kya hua..(2)6. Mar jaye gar kisi ka koi bhai ya pisarusko dilase dete hai sab log maut parhaye magar hamari ghareebi ki intehaaAbbas mar gaye ali akbar juda huahum se kisi ne ye bhi na pucha ke kya hua..(2)7. Charo'n taraf hai teero ki bochar dekh lohum par sabhi uthate hai talwaar dekh lozainab batao ab kaha'n jaakar kare gilaAbbas mar gaye ali akbar juda huahum se kisi ne ye bhi na pucha ke kya hua..(2)8. Khanjar tale bhi sheh ko takallum yahi tha ghumkitne ghareeb hogaye karbobala mein humkhanjar rawa'n tha padte the maula ye marsiyaAbbas mar gaye ali akbar juda huahum e kisi ne ye bhi na pucha ke kya hua..(2)haye tanhayi meri, haye tanhayi meri, haye tanhayi meri
Abbas mar gaye ali akbar juda hua
Syed Raza Abbas Zaidi · 2020
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.