Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Abbas mera margaya zainab

Irfan Hussain · 2018

abbas mera margaya zainab zainabshabbir dete thay sada zainab zainabbarpa karo behna aza, bhai huwa hum se judahum hogaye be-aasra, kohe musibat gir pada, zainababbas mera margaya....bazoo huwe uske qalam, kaisa huwa hai ye sitamtanha howe ghurbath may hum, matam karo zere alam, zainababbas mera margaya....aata alam ko dekh kar, poocha chacha ko tha magardar par hai unki munthazer, usko na ho iski khabar, zainababbas mera margaya....maare gaye uske chacha, maloom usko gar huwabali sakina bebaha, peetegi sar karke buka, zainababbas mera margaya....akbar se ay behna kaho, jaakar chachi ko pursa dopoochay hame ghamkhar jo, kehde hai matam may wo, zainababbas mera margaya....tanha hame ab jaankar, kya kuch karangay ahle sharbarbaad hoga ghar ka ghar, kat jayega ab mera sar, zainababbas mera margaya....karlo anees is dam buka, aajaye jaane kab khazakya waqt aisa aagaya, rone pa ho zulmo jafa, zainababbas mera margaya....

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.