Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Abbas na laute

Ali Shanawar and Ali Jee · 2019

Abbas na laute.. Abbas na lauteMaqtal ki zamee'n bhaa gayiAbbas na lauteSheh aa gaye, mashk aa gayiAbbas na lauteMaqtal ki zamee'n bhaa gayiAbbas na lauteSheh aa gaye, mashk aa gayiAbbas na laute1. Iss shan se maqtal ko sidhara tha alamdaar..(2)aada ki nazar khaa gayi.. abbas na lauteSheh aa gaye, mashk aa gayiAbbas na laute2. Behta hua kaano se lahu, sukhe hue lab..(2)dikhlane sakina gayi.. abbas na lauteSheh aa gaye, mashk aa gayiAbbas na laute3. Deti rahi awaaz pe awaaz sakina..(2)akhir ko qaza aagayi.. abbas na lauteSheh aa gaye, mashk aa gayiAbbas na laute4. Kya janiye kyu rooth gaye, kehti thi zainab..(2)rukhsat ki ghadi aagayi.. abbas na lauteSheh aa gaye, mashk aa gayiAbbas na laute5. Paani ke liye mashk o alam leke gaye the..(2)din dhal gaya raat aagayi.. abbas na lauteSheh aa gaye, mashk aa gayiAbbas na laute6. Khaimo mein lagi aag to ammu ko bulane..(2)masoom sakina gayi.. abbas na lauteSheh aa gaye, mashk aa gayiAbbas na lauteMaqtal ki zamee'n bhaa gayiAbbas na lauteSheh aa gaye, mashk aa gayiAbbas na lauteAbbas na lauteAbbas na laute

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.