ali ali maula ali ali maulaquraan paraaya hai imaan bataaya haiimraan ke gharaane ne islaam bachaaya haibaraa mehbub gharaana abu talib ka gharaanagulaam inka hai zamaana abu talib ka gharaanakiya har kaam usi ki riza me raazi reh karkhuda ke din ki khaatir hazaaro sadme seh karkare har dam shukraana abu talib ka gharaanarisaalat ho ke imaamat vilaayat ho ke tahaaratshafaa'at ho ke sadaaqat sakhaawat ho ke shujaa'athar ek azmat ka thikaana abu talib ka gharaanakabhi mimbar pe parhke kabhi maidaan me larhkekabhi neze pe charhke kabhi khutbe parh parhkesikhaawe din bachaana abu talib ka gharaanadiye raahib ko bete kiya bezar ko buzardiye hain fitrus ko par jagaaya hur ka muqaddarye hai sakhiyon ka gharaana abu talib ka gharaanapukaara jab mushkil ne inhon ne ki lajpaalisabhi mangton ke pal me bhari hai jholi khaalijhuka jis dar pe zamaana abu talib ka gharaana
Abu talib ka gharana
Nadeem Sarwar · 2009
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.