Zindagi bhar tadapta raha ishq meapne maula ka deedar kar na sakachal rahi hai meri saase sue lahadae farishto mujhe karbala le chalokarbala le chaloae farishto mujhe karbala le chalo..(2)le chalo le chaloae farishto mujhe karbala le chalomai dua hu lahad se utha le chaloae farishto mujhe karbala le chalo1. Apne maula ke qadmo ko chumunga maifarsh se arsh ko aaj chhu lunga maiye ibadat to hargiz na bhulunga mai, bhulunga maitumko allah ka wasta le chaloae farishto mujhe karbala le chalo, le chalo le chalo2. Haq adaai hu mai tumko maloom haiek fidai hu mai tumko maloom haikarbalai hu mai tumko maloom hai, maloom haimeri mayyat yaha se utha le chaloae farishto mujhe karbala le chalo, le chalo le chalo3. Ye lahad to nahi hai thikana merayani ab hai wahi aab o daana meraban gaya hai wahi ashiyana mera, ashiyana meraya najaf mujhko ya nainawa le chaloae farishto mujhe karbala le chalo, le chalo le chalo4. Sar ke bal aaj chalta hua jaungahai irada yahi samarrah jaungamai khorasan najaf karbala jaunga, karbala jaungawo jaha hai mujhe us jagah le chaloae farishto mujhe karbala le chalo, le chalo le chalo5. Allah allah ghazi ka robo hashamsina e aab par usne gaadha alamsocha sahil pe ye behre ehle haram, ehle haramdosh par rakh ke ye alqama le chaloae farishto mujhe karbala le chalo, le chalo le chalo6. Ae abad meri jannat hai karbobalameri matti me hai ishq e aale ebakuch nahi chahiye mujhko uske siwa, uske siwasuwe daaman e ehle kisa le chaloae farishto mujhe karbala le chalo, le chalo le chalo
Ae farishto mujhe karbala le chalo
Ali Safdar · 2014
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.