Read in
ہو گئی دفن زہراؑ کی میتگھر میں ہر سمت چھایا اندھیرادیکھا زینبؑ نے سرور کی جانبایک کونے میں چُپ ہے اکیلاپاس آ کے یہ زینبؑ پکاریکچھ تو بولو بہن سے اے بھیابولے شبیرؑ زینبؑ سے رو کرکیا بتاؤں تمہیں میری بہنا مطلع:میں غم اپنے ان کو سناتا سبھیاگر آج ماں ہوتیکبھی مجھے پہ آفت نہ آتی کوئی اگر آج ماں ہوتی۱-پریشانیاں مجھ پہ آتیں بھی گرکبھی آنکھ میری نہیں ہوتی ترسکوں کی طلب جب بھی ہوتی مجھےتو آغوش میں ماں کی رکھ دیتا سربسر چین سے ہوتی یہ زندگیاگر آج ماں ہوتی۲-جو دل پہ گزرتی سناتا انہیںمیں ہر زخم اپنا دکھاتا انہیںوہ اپنی ردا میں چھپاتی مجھےمیں احوال اپنا سناتا انہیںوہ دم مجھ پہ کر دیتی نادِ علیاگر آج ماں ہوتی۳-وہ ہاتھوں سے کھانا کھلاتی مجھے وہ لوری سنا کے سلاتی مجھے میں اک بار کہتا جوں ہی العطشوہ پانی بھی فوراً پلاتی مجھے لمحوں میں ہی پیاس بجھتی مری اگر آج ماں ہوتی۴-انہیں ساری امت ستاتی رہی وہ چھپ چھپ کے آنسو بہاتی رہی خبر تک ہمیں ماں نے ہونے نہ دی وہ زخموں کو ہم سے چھپاتی رہیمیں زخموں پہ مرہم لگاتا ابھیاگر آج ماں ہوتی۵-کبھی چین سے اب نہ سوؤں گا میںکہ اب جانے کس کس کو کھوؤں گا میںہے نزدیک وہ دن کہ میدان میں بھرے گھر کو تنہا ہی روؤں گا میںکبھی مجھ پہ آتی نہ مشکل گھڑیاگر آج ماں ہوتی۶-کہا تو کے زینبؑ نے آؤ حسینؑگلے سے بہن کو لگاؤ حسینؑچھپاؤ نہ زینبؑ سے رنج و المجو احوالِ دل ہے سناؤ حسینؑ مجھے ہے یقیں ماں بھی کرتی یہی اگر آج ماں ہوتی۷۔پکاری جری شہ سے وہ دل حزیںتمہیں روتا میں دیکھ سکتی نہیںرہوں گی سدا ساتھ ماں کی طرحمدینہ ہو یا کربلا کی زمیںقسم تم کو میری نہ کہنا اخیاگر آج ماں ہوتی
Ho Gayi Dafn Zahra Ki MayyatGhar Mein Har Simt Chhaya AndheraDekha Zainab Ne Sarwar Ki JanibEk Konay Mein Chup Hai AkelaPaas Aa Ke Ye Zainab PukariKuch To Bolo Behen Se Ae BhaiyaBole Shabbir Zainab Se Ro KarKya Bataun Tumhein Meri BehnaMain Gham Apne Unko Sunata SabhiAgar Aaj Maa HotiKabhi Mujh Pe Aafat Na Aati KoiAgar Aaj Maa HotiPareshaniyan Mujh Pe Aatein Bhi GarKabhi Aankh Meri Nahi Hoti TarSukoon Ki Talab Jab Bhi Hoti MujheTo Aaghosh Mein Maa Ki Rakh Deta SarBasar Chain Se Hoti Ye ZindagiAgar Aaj Maa HotiJo Dil Pe Guzarti Sunata UnheinMain Har Zakhm Apna Dikhata UnheinWoh Apni Rida Mein Chhupati MujheMain Ahwaal Apna Sunata UnheinWoh Dam Mujh Pe Kar Deti Naad-e-AliAgar Aaj Maa HotiWoh Haathon Se Khana Khilati MujheWoh Lori Suna Ke Sulati MujheMain Ek Baar Kehta Joon Hi Al-AtashWoh Pani Bhi Foran Pilati MujheLamhon Mein Hi Pyaas Bujhti MeriAgar Aaj Maa HotiUnhein Saari Ummat Satati RahiWoh Chhup Chhup Ke Aansoo Bahati RahiKhabar Tak Humein Maa Ne Hone Na DiWoh Zakhmon Ko Hum Se Chhupati RahiMain Zakhmon Pe Marham Lagata AbhiAgar Aaj Maa HotiKabhi Chain Se Ab Na Sounga MainKe Ab Jaane Kis Kis Ko Khounga MainHai Nazdeek Woh Din Ke Maidan MeinBhare Ghar Ko Tanha Hi Rounga MainKabhi Mujh Pe Aati Na Mushkil GhariAgar Aaj Maa HotiKaha To Ke Zainab Ne Aao HussainGale Se Behen Ko Lagao HussainChhupao Na Zainab Se Ranj-o-AlamJo Ahwaal-e-Dil Hai Sunao HussainMujhe Hai Yaqeen Maa Bhi Karti YahiAgar Aaj Maa HotiPukari Jary Shah Se Woh Dil HazeenTumhein Rota Main Dekh Sakti NahiRahungi Sada Saath Maa Ki TarahMadina Ho Ya Karbala Ki ZameenQasam Tum Ko Meri Na Kehna AkhiAgar Aaj Maa Hoti