Kyu ye atey hai ashkbaar bohatKyu mera dil gai beqarar bohatWo mahina qareeb aa pohchaJiska tha mujhko intezar bohatAhle Aza Mahe Aza AgayaDil ye Mera Kyu Bhala Rone LagaDilbare Shere Khuda,Ghar hai Hamara Khula,Ham Hai Tumhare Gadaa.Ye Chand Mahe Muharram Ka Jabse Nikla Hai,Gharo Me Ghazi Ka Parcham Koi Lagata Hai,Kahi sabeel pe pani koi pilata hai,Deta hai rokar sada,Aey Shahe Karbobala, lijiye pursa mera.Kahi'n pa matam o majlis ka ahtemam hai abKahi'n pa marsiya khwani kahi'n salaam hai abHamara kaam to itna hi subh o shaam hai abGham hai faqat shaah kaKuch nahi iske sewaKaam mera doosraKhuda kare yunhi hoti rahe AzadariHar ik jawa'n me rahe jazbaye alamdaariNa ruk sake ye kabhi ho agar che bambaariHai yahi waada meraGhaazi mere baawafaKoi nahi aapsaHussain farshe aza par jise bulaate hainGhar apna chodh ke wo majliso me aate hainDuaayen fatima zahra se phir wo paate hainKahte hain ahle azaJaane dil MustafaHai ye karam aapkaMain de raha hoon sakina ka waasta ghaaziBulalo mujhko bhi is baar karbala ghaaziTumhe sunana hai jo haal hai mera ghaaziAaun main jab karbalaRauza ho bas aapkaAur ye khaadim teraKaro rabaab ke us bezabaan ka maatamZayeef baap ke kadyal jawaan ka maatamJo ban me lut gaya us khaandaan ka maatamHam shabihe MustafaBas hai ye armaa'n meraDekhlun main karbalaJo nauhakhwan ye padhte hain shaah ka nauhaTo sar ko peet ke karte hain matami giryaGhame hussain me baccho ko karte hain sadqaRahti hai lab par sadaBaaniye farshe azaAapka sad shukriyaHai ye tumhara karam ham pe Zainabe muztarAza ka farsh bicha hai ghareeb khaane parSar apna kham kiye kahta hai baraha HaiderBakht mera khul gayaAagyin ghar fatimaLene ko ashke azaDil Ki sada Ya Hussain(a.s),Gham ki Dawa Ya Hussain(a.s),Humko Bulana Hussain(a.s),Karbobala Ya Hussain(a.s)Maar Ke seene pe HathSab ne Kaha Ya Hussain(a.s)
Ahle Aza Maahe Aza Agaya
Sayyed Ali Muntazir · 2025
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.