Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Aisa Mera Hussain (a.s)

Farhan · 2025

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Hussain Hussain Ya Hussain - 2Koi nahiKoi nahi door tak koi nahiJaisa mera Hussain, waisa koi bhi nahiWaisa koi bhi nahiaisa Duniya mein koi hai na hoga - 2Hussain wo badshah hai jo Mulkon pe nahi, dilon pe hukoomat karta haiHussain Hussain Ya Hussain - 4Hussain hamara hai, jaan se bhi pyara haiAankhon ka taara hai, sabka sahaara haiAisa mera Hussain, aisa mera HussainMera maula Hussain, aisa mera HussainHussain Hussain Hussaina Hussaina - 2Iske liye hi saari duniya bani haiJo isko maane, wahi panjetani haiHar dil pe raaj iska, Sab kuch hai aaj iska - 2Kehne waalon kaho, sunne waalon sunoPadhne waalon padho, likhne waalon likhoAisa mera Hussain, aisa mera HussainMera maula Hussain, aisa mera HussainHussain Hussain Hussaina Hussaina - 2Haq pe hai kaun, tune sabko bata diyaNaame Yazid ko gaali bana diyaWoh murdabad raha, tu zindabad raha - 2Waada nibha gaya, sar ko kata gayaGhar ko luta gaya, zehno ko becha gayaAisa mera Hussain, aisa mera HussainMera maula Hussain, aisa mera HussainHussain Hussain Hussaina Hussaina - 2Wo Sadi bhi thi gham-e-Hussain kiYeh sadi bhi hai gham-e-Hussain kiHar sadi hai bas gham-e-Hussain kiMaula se dil ka rishta kal bhi tha, aaj bhi haiIska parcham to ooncha kal bhi tha, aaj bhi haiHar ghar pe maatam barpa kal bhi tha, aaj bhi haiHar har lab pe iska noha kal bhi tha, aaj bhi haiQabza har dil pe iska kal bhi tha, aaj bhi haiAisa duniya mein koi hai na hoga - 2Aisa mera Hussain, aisa mera HussainMera maula Hussain, aisa mera HussainHussain Hussain Hussaina Hussaina - 2Har koi maane jise apna Imaam — HussainSaari zabaano pe hai ek hi naam — HussainHindu, Muslim, Isaai — is dar pe bhai bhai - 2Dharti ka raja hai, hum sabka Maula haiHar koi kehta hai, har dil mein rehta haiAisa mera Hussain, aisa mera HussainMera maula Hussain, aisa mera HussainHussain Hussain Hussaina Hussaina - 2Dil jaan, jaane jaana, jaaneman — Hussain jaan - 3Hussaino minni wa ana menal Hussainbole Nabi Mera chain hai ye, noor aynmera savaar hai ye Dil ka qaraar hai ye - 2Fatima iski maa, Baba kul-e-imaanAisa shajrah kahaan? Sun le saara jahanAisa mera Hussain, aisa mera HussainMera maula Hussain, aisa mera HussainHussain Hussain Hussaina Hussaina - 2Khidmat azaa ki karta main aayaVirsaa yahi Aulaad mein paayamajlis girya-o-Maatam karte rahenge har dam - 2Mujhko hai ye sukoon, hai paak mera khoonMain rahoon na rahoon, bolega ye junoonAisa mera Hussain, aisa mera HussainMera maula Hussain, aisa mera HussainHussain Hussain Hussaina Hussaina - 2Zinda rahega, paayinda rahega, Maula Hussain ka naam - 2Karb-o-bala ka saani koi nahiAake yahaan pe ye kahe, zayereenHai paak sarzameen milta hai deen yahi - 2Ye hai khaak-e-shifa, kehte hain anbiyaBanjar ye sehra tha — jannat bana diyaJannat hai roza tera, jannat hai poori yeh karbobalaAye wallah - 3Jannat Hai Karbala — Jannat hai Karbala - 3Jaake dekho Arbaeen, manzar Ye dekha kahin hota hai aisa yahin, hai karodon zaaireenChhod aaye apna ghar, karte hain paidal safarHar taraf hai sar hi sar, hai thakan se bekhabarSardi mein, garmi mein bhi, har safar mein har ghadiDin mein Shab mein har koi karta rehta hai masheeSabka ye daata hai, har dil ko bhaata haiDar pe bulaata, Rab se milata haiAisa mera Hussain, aisa mera HussainMera maula Hussain, aisa mera HussainHussain Hussain Hussaina Hussaina - 2Sad Alwida Hussaina - 4Hussain... tera shukriyaBuLaaya tune KarbalaDua hai ye Farhan ki — na ho ye ziarat aakhriTum apne Mazhar ko sada bulana Maula KarbalaSad Alwida Hussaina - 4Badshah-e-Karbala Alvida yabnaz zehraTishnalabe Nainawa — Alvida yabnaz zehraTere pursay ka Maula haq ada na ho sakazawaron ki khidmat ka haq ada na ho sakaPhir dar pe bulwa lena — Alvida yabnaz zehraZavaari karwa dena — Alvida yabnaz zehraQubool karna pursa — Alvida yabnaz zehraYe maatam aur ye noha — Alvida yabnaz zehraDete hain tumko pursa — Alvida yabnaz zehraKehte hain ehle azaa — Alvida yabnaz zehraWawayla sad wawayla — Alvida yabnaz zehra - 2Alwida Ya Hussain... Alwida Ya Hussain...

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.