Akbar.. haye akbar, haye akbarAkbar.. haye akbarAkbar.. haye akbar, haye akbar.(2)Akbar ka lahu sheh ki abaa tak pohoch gaya..(2)dastaar se wo maa ki..haye dastaar se wo maa ki rida tak pohoch gayaAkbar ka lahu sheh ki abaa tak pohoch gaya..(2)1. Ayse giri hai khaime mein akbar ki laash par..(2)zainab ka khoon khakehaye zainab ka khoon khake shifa tak pohoch gayaAkbar ka lahu sheh ki abaa tak pohoch gaya..(2)2. Laila ye roke kehti thi akbar kaha'n ho tum..(2)zalim ka haath merihaye zalim ka haath meri rida tak pohoch gayaAkbar ka lahu sheh ki abaa tak pohoch gaya..(2)3. Haye awaaz ran se aayi ke baba mai gir pada..(2)girta hua hussain..girta hua hussain sadaa tak pohoch gayaAkbar ka lahu sheh ki abaa tak pohoch gaya..(2)4. Seene mein naiza todke kehta tha ye laee'n..(2)dekho hussain apnidekho hussain apni qaza tak pohoch gayaAkbar ka lahu sheh ki abaa tak pohoch gaya..(2)5. Maula zaeef hogaye kuch der mein magar..(2)akbar ka laasha aaleakbar ka laasha aale abaa tak pohoch gayaAkbar ka lahu sheh ki abaa tak pohoch gaya..(2)6. Jis haath ne giraya tha hum shakl e mustafa..(2)naiza liye wo haathnaiza liye wo haath rida tak pohoch gayaAkbar ka lahu sheh ki abaa tak pohoch gaya..(2)dastaar se wo maa ki..haye dastaar se wo maa ki rida tak pohoch gaya
Akbar ka lahu
Mir Hasan Mir · 2023
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.