Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Akbar Ki Sawari

Ali Shanawar and Ali Jee · 2022

Wa wayla, Haye Wayla(2)Na Ja Akbar Na JaNa Ja Akbar Na Jakhaimon se sada ye aati haiAkbar ki sawari jaati haiAkbar ki sawari jaati haiKhaimon me bapa hai wawaila(2)Akbar ki sawari jaati hai.Na Ja Akbar Na JaNa Ja Akbar Na Jakhaimon se sada ye aati haiAkbar ki sawaari jaati haiHum shakl e Payambar jata haidil baap ka dooba jaata hai,(2)dil baap ka dooba jaata hai,Sar peet rahi hai maañ dukhiyaSar peet rahi hai maañ dukhiyaAkbar ki sawaari jaati haiKhaimon me bapa hai wawailaAkbar ki sawaari jaati haiAkbar ki sawaari jaati hai18 baras naazoñ se jiseParwaan chadhaya Zainab ne,(2)Parwaan chadhaya Zainab ne,Gulshan hai ujda Zainab kaGulshan hai ujda Zainab kaAkbar ki sawari jaati hai.Khaimon me bapa hai wawailaAkbar ki sawaari jaati haiNa Ja Akbar Na JaNa Ja Akbar Na Jakhaimon se sada ye aati haiAkbar ki sawari jaati haiKehti thi Sakina ro ro karLaut aao Bhai Ali Akbar,(2)Laut aao Bhai Ali AkbarQadmoñ se lipti masoomaQadmoñ se lipti masoomaAkbar sawari jaati hai.Khaimon me bapa hai wawailaAkbar ki sawaari jaati haiAkbar ki sawaari jaati haiAkbar se sakina jab liptiShabbir ko sughra yaad aayi,(2)Shabbir ko sughra yaad aayiUse kaise batayeñ ye babaUse kaise batayeñ ye babaAkbar sawari jaati hai.Khaimon me bapa hai wawailaAkbar ki sawaari jaati haiNa Ja Akbar Na JaNa Ja Akbar Na Jakhaimon se sada ye aati haiAkbar ki sawari jaati haiKuch der ruko beta Akbar mai tumko bana to lu dulha(2)Mai tumko ko bana to lu dulhaAfsos na raas aaya sehraAfsos na raas aaya sehraAkbar sawari jaati hai.Khaimon me bapa hai wawaila ×2Akbar ki saawari jaati haiAkbar ki saawari jaati haiTeri yaad bahot tadpayegiMaañ jeete ji mar jayegi,(2)Maañ jeete ji mar jayegiMaadar ke labon par hai nauhaMaadar ke labon par hai nauhaAkbar ki sawari jaati hai.Khaimon me bapa hai wawaila ×2Akbar ki saawari jaati haiNa Ja Akbar Na JaNa Ja Akbar Na JaKhaimon se sada ye aati haiAkbar ki sawari jaati hai_Jaao Akbar, jaao Akbar_Shah kehte the jaao AkbarMujhe dekhte rahna mud mud kar, (2)Mujhe dekhte rahna mud mud karDeta hai sada boodha babaDeta hai sada boodha babaAkbar ki saawari jaati haiKhaimon me bapa hai wawaila ×2Akbar ki saawari jaati haiNa Ja Akbar Na JaNa Ja Akbar Na JaKhaimon se sada ye aati haiAkbar ki sawari jaati haiWa wayla Haye Wayla (2)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.