Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Akbar Nahin Aye

Syed Ali Arbaz Jafri · 2025

Haaye Akbar nahi aaye, maa dekhti reh gayiMaa dekhti reh gayi, dil thaamein, Akbar nahi aayeKhaime ke dar pe Bint-e-AliJaati hai, kabhi laut aati haiMaa ban ke jis ne paala, kyun na bikhraayeAaghosh ke paale betay kaGham jeenay nahi dayga uskoMaa gham ki maari, dukhyari kahin mar na jaaye18 baras ka sher jariKuch der ko ghar mein aa jaayeMaa behnai duaein karti rahi, daaman phelaayeKhaimon ki tanabon se liptiWeeran udaasi roti haiMaidan lahu mein doob gayaGehrayei Huwaie SayeiKhud dhula banai betay koArmaan to buhat hai dil mein magarMaa kaise pisar ki shaadi ka armaan barhaaye

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.