Haye akbar a.s ×4Haye akbar,,haye akbar,,haye akbar,,,Akbar ne kaha baba se dum ghut ne laga hai ×2Akbar ne kaha baba se dum ghut ne laga hai,,Seene mein hai barchi mere aur dard bada hai,,Akbar ne kaha baba se dum ghut ne laga hai ×2Barchi mere seene mein jo tooti hai sitam kiTazeem ko aey baba ye uthne nahi detiBarchi ne sitamgar ki mujhe maar diya hai,,Akbar ne kaha baba se dum ghut ne laga hai ×2Baba meri sughra ka to kuch haal sunaoTasveer madeene ki mujhe baba dikhaoWada bhi mera saath hi dum tod raha hai,,Akbar ne kaha baba se dum ghut ne laga hai ×2Atthara baras pyaar se pala tha phupi neKhwabo'n mera sehra sajaya tha phupi neArmaan phupi ka meri mitti mein mila hai,,Akbar ne kaha baba se dum ghut ne laga hai ×2Aey baba zaeefi se na uth payega lashaZainab s.a ko bula ligiye wo dengi saharaBaba mera lasha dare khaiber se bada hai,,Akbar ne kaha baba se dum ghut ne laga hai ×2Pehle mere baba dile muztar ko sambhaloPhir naiza mere seene se aahista nikaloWo naiza jo seene mein mere toot chuka hai,,,Akbar ne kaha baba se dum ghut ne laga hai ×2Barchi jo nikali to kalaija nikal aayaTharrayi zamee'n kaanp utha arshe muwallaSadaat mein ik shor qayamat ka bapa hai,,,Akbar ne kaha baba se dum ghut ne laga hai ×2Aey SHOZAB o QAISAR ye qayamat ka hai manzarBarchi ne kiya istarha ghayal dile akbar a.sBaba ki wo aagosh mein dum tod gaya hai,,,Akbar ne kaha baba se dum ghut ne laga hai ×2
Akbar ne kaha baba se
Shozab Abbas · 2014
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.