Azadari MediaAzadari Media
Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Akbar pher Aik bar sada Do Hussain koAwaz nana jaan ki suna do Hussain ko 1) Ankhon ka Meri Noor ae Noor e Nazar gya Mujhe ko dekhai Deta nhe ab koi Rasta Utre ho Kis jaga yeh Bata do Hussain ko2) pher Baba Jan keh ke bolate ho ku nheSeene se apne hath hata ty ho ku nhe Seene ka Apne Zakhm dekha do Hussain ko3) Abbas joun ibne Mazahir ho Tm KahanUth ta nhe Hussain ko lasha e nojawanKoi Sahara ake zara do Hussain ko4) Sar kat gaya Hussain ka jab shimr ne kaha Nize py ab buland karo Sar Hussain ka Jalte hue khayam Dekha do Hussain ko5)lasha Jo hai Hussain ka Uriyan para hua Ajaen na Hussain ki humsher be Rida Chadar Ae khaak khaki urha do Hussain ko6)Mohsin Jab aya Sughra ka maqtal mn nama bar Mazhar pukare pet ke sare Shahe e behro bar Sughra ko kia likho yeh bata do Hussain ko

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.