Akhir hussain maa honNazaon kae paalay beta aa jholi mein phelaoonAkhir hussain maa hoonKitni tapish hai beta saya tera banaonAkhir hussain maa hon1. Hukm-e yazid aya teeron pe teer ayalashon k baad lasha zehra k ghar ka ayatanha tujhay yahan par mein kese chor jaon2. Ujray na ghar kisi ka karti hoon mein duaeinMaqtal mein aa kay tujh ko deti ho mein sadaeyinKyun bolta nahin hai aa kay tujhe mana on3. Khanjar chala na us pe hai nazaon ka yeh palaGardan na kaat us ki ahmad ka hai dularaDunya se ja kay beta kahin phr mein mar na jaon4. Dhundoo kahan pe ja kay beta kidhar hai meraPani diya na uss ko jalta jigar hain meraTukray utha utha k lasha tera banaon5. Darbar e shaam mein kyun zainab kaa sar khula haiHaye haye meri sakina ka kurta bhi jala haiIss haal e baybasi mein beta mein mar na jaon6. Roye kabar mein beta maqtal mein roye zahraDarvar e sharabi mein roti rahi hai zehraRotay huey hasan se noha tera likhaonNaazoon k palay beta a jholi mein phelaoonAakhir Hussain maa hoon
Akhir hussain maa hon
Miscellaneous · 2014
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.