Akhri azan sunliAkhri azan to sunli, amaa achi meri amaaSine se lagalo marne ki riza do [Amma achi meri amma] ×2Ay Amma phuphi jaan ke do laal sidhare darya ka kanare tum apne jawan laal ko shabbir pe waro Amma achi meri ammaSine se lagalo marne ki riza do [Amma achi meri amma] ×2Sehra tera bete ke muqadar me nahi tha ab wakht ye aya poshak -e-shahani ko kafan mera banalo Amma achi meri ammaSine se lagalo marne ki riza do [Amma achi meri amma] ×2Wo dekho su-e-dashte bala madar-e-muztar gere he sitam gar kya bap ki nusrat na karu mujko bata do Amma achi meri ammaSine se lagalo marne ki riza do [Amma achi meri amma] ×2Mana ke nahi bete ki furqat koyi aasan pan kya karu amma yeh sabre ki manzil hai zara dil ko sambhala lo Amma achi meri ammaSine se lagalo marne ki riza do [Amma achi meri amma] ×2Khuch der me ye laal bhi keh layenga lasha hai ek tamana bimar -e madina ko madine se bula lo Amma achi meri ammaSine se lagalo marne ki riza do [Amma achi meri amma] ×2Kya tumko gawara hai ke zindaa rahe beta aur katl ho baba me is liye kehta hu na jine ki saza do Amma achi meri ammaSine se lagalo marne ki riza do [Amma achi meri amma] ×2Tarpongi shab -o- roz meri yaad de me har dam kerte huwe matam ik baar muje apne kaleje se laga lo Amma achi meri ammaSine se lagalo marne ki riza do [Amma achi meri amma] ×2
Akhri azan sunli
Irfan Haider · 2004
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.