as-salam alaika ayyohal mazloomas-salam alaika ayyoha-sh-shaheed, al masoomAayi hai buka karti, firdaus se ye zehraas-salam alaika ayyohal mazloomshabbir pe aada ne bejurm kiya narghaas-salam alaika ayyoha-sh-shaheed, al masoom..(2)1. Khat bhejke pehle to bulwaya laeeno nephir dashte bayaba'n mein..(2)kunbe ko mere gheraal mazloom al masoom..(2)ya hussain, ya hussain, ya hussain, ya hussainal mazloom al masoom..(2)2. Wo dhoop, wo loo, sehra garmi wo qayamat kimehmano ko aada ne..(2)seh roz rakha pyaasaal mazloom al masoom..(2)ya hussain, ya hussain, ya hussain, ya hussainal mazloom al masoom..(2)3. Zainab ke pisar dono kamsin the pyaase thein zalimo ne ran mein..(2)bachho ko mere maaraal mazloom al masoom..(2)ya hussain, ya hussain, ya hussain, ya hussainal mazloom al masoom..(2)3. Pamaal sume aspaa tan kar diya maqtal meinfarzande hasan qasim..(2)ek raat ka dhula thaal mazloom al masoom..(2)ya hussain, ya hussain, ya hussain, ya hussainal mazloom al masoom..(2)4. Kaate gaye darya par paani ke ewaz baazuabbas ka sar misle..(2)haider kiya do paaraal mazloom al masoom..(2)ya hussain, ya hussain, ya hussain, ya hussainal mazloom al masoom..(2)5. Peeri ke sahare ko maa baap ki dharas kotukde kiya naize se..(2)seena ali akbar kaal mazloom al masoom..(2)ya hussain, ya hussain, ya hussain, ya hussainal mazloom al masoom..(2)6. Paani na diya qatra cheh maah ke asghar koshabbir ka baazu aur..(2)shishmaahe gala chedaal mazloom al masoom..(2)ya hussain, ya hussain, ya hussain, ya hussainal mazloom al masoom..(2)7. Ghode se gira jis dum jalti hui reti parteero pe muallaq tha..(2)dilbar ka mere laashaal mazloom al masoom..(2)ya hussain, ya hussain, ya hussain, ya hussainal mazloom al masoom..(2)8. Majboor hai muflis hai lekin ye tamanna haiaye kaash kahe aakar..(2)roze pe anees aaqaal mazloom al masoom..(2)ya hussain, ya hussain, ya hussain, ya hussainal mazloom al masoom..(2)
Al mazloom al masoom
Nasir Zaidi · 1990
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.