Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Alamaan

Anjuman · 2021

Nange Sar Nabi ki betiyanAllah Karabala wa musibataAlamaan deti hai sada ye FatimaWa waila - 3Halq par Husain ke jo khajare Sitam chala ²Khoon roya Aasaman zamee ko aaya ZalZalaZulm ki hui hai intehaAllah Karabala wa musibataAlamaan deti hai sada ye FatimaWa wailaKitne Sher The Husain ke wo so gaye kahan ²Uthta Hai Khyam e shah e mashraqain se DhuwaSholo main Hai la dawa ghiraAllah Karabala wa musibataAlamaan deti hai sada ye FatimaWa wailaNange Sar Nabi ki betiyanAllah Karabala wa musibataAlamaan deti hai sada ye FatimaWa wailaNanhi si Sakina Ki ye keh rahi hai siskiyan ²Shimr ne tamache maare aur chini BaaliyanKehti hai kahan ho aye chachaJiske Noor se chamak rahi thi saari qainaat3 din ka pyaasa qatl wo hua lab e furaatNaize pe hai uska sar chadhaAllah Karabala wa musibataAlamaan deti hai sada ye FatimaWa wailaJiska saaya aasmaan ne kabhi na dekha tha²Paiker e haya wo jinke ghar se parda nikla thaHay aaj wo hai beridaAllah Karabala wa musibataAlamaan deti hai sada ye FatimaWa wailaDastaan e gham wo kis tarah se danish ho tamam ²Khoon ke aansu roya jis pe waqt ka har ek imaamHar sadi ho jisse ghamzada

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.