Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Alamdaar Alamdaar

Anjuman E ZAINABIA · 2022

Ab tak hai zabaano'n pey Alamdaar AlamdaarAbbas Alamdaar Abbas AlamdaarRorokey sadaa detey hai tumko shah e abraarAbbas Alamdaar Abbas Alamdaar1) Kis shaan se bhai se wafaa tumney nibhaayiAbbas Alamdaar Abbas AlamdaarAagey kabhi shabbir ke aankhey na uthaayiAbbas Alamdaar Abbas AlamdaarTaa marg nibhaayi hai wafaa tumney wafadaarAbbas Alamdaar Abbas Alamdaar2) jabsey gaye darya ki taraf tum aye dilaawarAbbas Alamdaar Abbas AlamdaarHar baar ridaa takti hai apni meri khwaaharAbbas Alamdaar Abbas AlamdaarAye merey jarii aye pisar e hyder e karrarAbbas Alamdaar Abbas Alamdaar3) Rorokey dua karti hai ye baali Sakina'Abbas Alamdaar Abbas AlamdaarJo bhi gaya maidaan ko waapas nahi aayaAbbas Alamdaar Abbas AlamdaarAllah karey lautkey aaye chacha ek baarAbbas Alamdaar Abbas Alamdaar4) Zainab ney kahaa bhai merey zaamin e ChaadarAbbas Alamdaar Abbas AlamdaarBaad aapkey cheenengey ridaa ashkiya aakarAbbas Alamdaar Abbas AlamdaarImdaad ko aao merey pardey ke nigehdaarAbbas Alamdaar Abbas Alamdaar5) Har baar Sakina' ko diyaa kartey they boseyAbbas Alamdaar Abbas AlamdaarPar shaam e gareeba'n mey zaraa dekho palatkeyAbbas Alamdaar Abbas AlamdaarHojaayengey neeley meri bachi ke ye ruqsaarAbbas Alamdaar Abbas Alamdaar6) Aye bibiyo'n sarr peeto uthaa Gaazi ka saayaAbbas Alamdaar Abbas AlamdaarAaya hai Alam aur Alamdaar na aayaAbbas Alamdaar Abbas AlamdaarAb sogaya daryaa pey mera moonis o ghumkhwaarAbbas Alamdaar Abbas Alamdaar7) Jaaney se terey meri kamar tootgayi haiAbbas Alamdaar Abbas AlamdaarJee bharkey tujhey dekhlu khwaahish ye meri haiAbbas Alamdaar Abbas AlamdaarPhir hoga na haashim ka kabhi chaand namoodaarAbbas Alamdaar Abbas Alamdaar8) Haatho'n mey liye baazu terey shaah pukaareyAbbas Alamdaar Abbas AlamdaarAb narga e aadaa se mujhey kaun bachaayeAbbas Alamdaar Abbas AlamdaarMaareyga mujhey teer koi aur koi talwaarAbbas Alamdaar Abbas Alamdaar9) Abbas ye gar aaqri ruqsat ki ghadi haiAbbas Alamdaar Abbas AlamdaarTumsey meri bass aaqri armaan yehii haiAbbas Alamdaar Abbas AlamdaarBhayya mujhey kehkar to bulaao zaraa ek baarAbbas Alamdaar Abbas Alamdaar10) *"Gaazi"* yehi kartey they fugaa'n sayyad e waalaAbbas Alamdaar Abbas AlamdaarJab shimr liye teyg merey zaanu pey hogaAbbas Alamdaar Abbas AlamdaarAawaaz tumhey doonga my aao merey jarrarAbbas Alamdaar Abbas Alamdaar

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.