Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Alamdar nai aamad

Shahid Baltistani · 2025

Alamdar AlamdarSaqa-E-Haram Syed O Salar Na AamadWoh Sher-E-Bahadur Woh Jigar Daar Na Aamad - 2Alamdar Na Amad, Alamdar Na AmadKaash Abbas Ko Larnay Ki Ijaazat HotiKya Hai Nau Laakh Yahaan Aik Bhi Bachta Na KoiAik Lamhe Mein Bichha Deta Woh Laashe Sab KiKehti Rahi Abbas Ki Talwaar Na Aamad - 2Alamdar Na Amad, Alamdar Na AmadHubahu Jafar-E-Tayyar Thi Qamat Us KiJang Ladnay Ki Adaa'en Thi Qayamat Us KiHukm-E-Shabbir Azaan Aur Aqamat Us KiShagird-E-Hasan Aahani Deewar Na Aamad - 2Alamdar Na Amad, Alamdar Na AmadUs Ke Chehray Pe Jalaal Aur Hashm Tha KaisaRaub Tha Jis Ki Nigaahon Mein Ali Ke JaisaKoi Shabbir Ke Lashkar Mein Nahin Tha AisaYeh Kis Ki Nazar Kha Gayi Jarraar Na Aamad - 2Alamdar Na Amad, Alamdar Na AmadJis Ki Umeed Pe Pardo Ki Zamaanat Li ThiJab Yeh Zainab Ne Kaha Maara Gaya Woh GhaziKhud-Ba-Khud Sar Se Sirakne Lagi Chaadar Sab KiAe Bibiyon Chaadar Ka Nigahdaar Na Aamad - 2Alamdar Na Amad, Alamdar Na AmadGoonji Khaimon Mein Yeh Awaaz Dil-E-Zahra KiAe Behen Mar Gaya Battis Baras Ka BhaiYaad Baba Ki Jab Aayegi Kise DekhogiDarya Se Rukh-E-Haider-E-Karrar Na Aamad - 2Alamdar Na Amad, Alamdar Na AmadRaah Mein Gir Ke Kuchal Jaaye Ga Naaqe Se KoiTaaziyane Koi Khaaye Ga Tamache KoiAb Nahin Aayega Durron Se Bachaane KoiJo Karta Tha Bachon Se Bohot Pyaar Na Aamad - 2Alamdar Na Amad, Alamdar Na AmadAbbas Alamdar Abbas Alamdar Abbas Alamdar shehenshahe madinaSaamne Paani Tha Lekin Na Piya Us Ko Khayaal Aata RahaKe Abhi Khaimon Mein Sab Bachay Hain PyaasePaani Jab Le Ke Chala Teer Chale Mashk Chhidi Gir Gaya ParchamBina Haath Gira Khaak Pe Jis DamWoh Pyaasa Woh Pyaason Ka Wafadaar Na Aamad - 2Alamdar Na Amad, Alamdar Na AmadJab Bhi Bulwaya Hai Ghazi Ne Karam Farma KarDekha Zeeshan Ne Darwaish Yeh Manzar Ja KarRoz-E-Ashoora Talak Roz-E-Haram Mein Ja KarSar Peet Ke Kehte Hain Azaadaar Na Aamad - 2

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.