Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Ale rasool kucha-o bazaar ya ali

Nadeem Sarwar · 1996

Ale rasool kucha-o bazaar ya ali[Sarkaar ya ali] ×2aale rasul kuch-o bazaar yaroti to hogi aap ki talwar ya aliaale rasul.Shahzadiyawo ke sar pe ridaye nahi rahi,Bacho ke pas bacho ki mayen nahi rahi,[khushya to kya khushi ki] ×2hawaye nahi rahi,luti gayi hai aap ki sarkar ya aliaale rasul.Abbas jo hussain ke lashkar ki aas tha,Lagta tha saath hai jab tak wo paas tha,[na khof koi tha] ×2kisi ko ye raas tha,utha hai sar se saaya-e-diwarya aliaale rasul.Chini gayi sitam se sakina ki baliyan,Rukhsar par namaya tamacho ke hai nishan,[shimre layin jo bacho ko] ×2deta hai gurkiya,maktal mein kaap ta hai alamdar ya aliaale rasul.Ab shaam ka safar aur nabi ki nawasiyan,Pahne huwe hai sayade sajad beriyan,[zalim jo leke aaye hai] ×2lasho ke darmiyan,ankho se khun bahaata hai bimar ya aliaale rasul.Wo dekho buzuwo me hai zainab ke resuma,Sar nange jiski maa ko na dekhe hai aasmaa,[balwe me sar khule hai] ×2wo makhdumiye jahan,koi nahi hai muniso ghamkhwar ya aliaale rasul.Zehra lahad ko chor ke yasrab aayi hai,Faryad apne lab pe khadija bhi laayi hai[makhtul karbala me] ×2jo zainab ki bhayi hai,mara gaya khuld ke sardar ya aliaale rasul.Bazu kalam huwe alam hai lahu lahi,Asger ki khun se kar liya shabbir ne wudhu,[faili huwi hai gham] ×2fiza aisi charsu,jisme hai sans lena bhi dushwar ya aliaale rasul.[Roti to hogi aap ki] ×2talwar ya aliaale rasul.

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.