Ali jo aaye toh kaaba tawaaf karne lagaMakaan apne makeen ka tawaaf karne lagaAli ke ishq mai slman ke aqeede ko , malaika ka aqeeda tawaf karne lagaLikha jo naam e ali maine apni masjid parFalak se akey sitara tawaf karne lagaHussain apke sajde ko barsar e mehsharTamam nabiyon ka sajda tawaf karne lagaZabaañ pa meri junhi ya Ali asws madad aayaFarishta qabr mein mera tawaf karney lagaAlam uthaya jo ghazi ne rozw ashuraToh uska khud yad e baiza tawaf karne lagaJo taziye ke hain munkir unhiki mayyat koYazeediat ka janaza tawaaf karne lagaSajai mashk alam par yun laga jaiseHawa ke sath pharera tawaf karne lagaNaqaab rukhse hatai sheh neakbar keTadapke qalb zulaikha tawaf karne lagaAzaye sheh mai jo nikla mere badan se lahuMachal ke khaake shifa ka tawaf karne lagaTaqailut mai jakar ali ke roze parAqueel tera qasida tawaf karne laga
Ali Jo Aaye Toh Kaaba Tawaf Karne Laga
Aqeel Abbas Hussain · 2022
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.