Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Ali ke baba ka

Mir Hasan Mir · 2015

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Ali ali ali ali ali ali..(2)ali ke baba ka..(10)Kya bataaoon aapko, kya kya abu talib ka hairabb e kaaba ki qasam, kaaba ab utalib ka haihaaan....dekhta hoon jab alam, aati hai ye dil se sadaaparcham e abbas par panjaa abu talib ka haiabu talib abu talib..(4)Sab par hai ehsaan ali ke baba kadeen e nabi hai daan ali ke baba ka1) Jiska namak haqq mehr mey aaya zehra kejispe pale hai paalne waale dunya kehai wo dastarkhaan ali ke baba ka ..(2)Sab par hai ehsaan....2) Nau zilhajj ko choomne jaatii hai dunyachakkar uske ghar ki lagaatii hai dunyahai ye pataa aasaan ali ke baba ka ..(2)Sab par hai ehsaan....3) Farsh e zamee'n par kaar e khudaayii kartaa kaunaqd e khadeeja aur Mohammad padtaa kaunye bhii hai ehsaan ali ke baba ka ..(2)Sab par hai ehsaan....4) Jaise huwa tha arsh pe aqd e zehra metera(13) rajab waise hi sehne Kaaba mejashn ho aaliishaan ali ke baba ka ..(2)Sab par hai ehsaan....5) Uski zabaa se pehle lafz nikalte haiphir jaakar alhamd ki aayat bante haiqaarii hai qur'aan ali ke baba ka ..(2)Sab par hai ehsaan....6) Jaao JaaoJaao jahannum tum sab ki aisii taisiimanwaalega tumse aakar khud MEHDI(ajtf)matt maano ehsaan ali ke baba ka ..(2)Sab par hai ehsaan....7) Jannat se malboos kahaa woh laaya thaeidiii lekar Dada kii wo aaya thanaukar tha rizwaan ali ke baba ka ..(2)Sab par hai ehsaan....8) Iska banaane waala takallum shia thanikle yahaa se jo hai dushman shiyo kahai ye pakistaan ali ke baba ka ..(2)Sab par hai ehsaan ali ke baba kadeen e nabi hai daan ali ke baba ka

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.