Chorus:
Eid Mubarak…Ali Walo KoEid Mubarak…Nabi Walo KoSaari Duniya Ko…Eid Mubarak! [1]Main Theme:
Ali Mola Banaye Ja Rahe HainHai Jis Jis Ke Nabi Mola Usi Ke Ali Mola Banaye Ja Rahe Hain [1]Muhammad Muskuraye Ja Rahe HainAli Mola Banaye Ja Rahe Hain [1]Verses:
Falak Neeche Nazar Aane Laga Hai, Ali Itne Uthaye Ja Rahe Hain… [1]Muhammad Ko Khabar Hai Khaslaton Ki, Bhagoray Hain Bithaye Ja Rahe Hain… [1]Parhate Hain Muhammad Poora Kalma Sahih Muslim Banaye Ja Rahe Hain… [1]Kiye Jo Zul'Ashirah Mai Khuda Ne, Wohi Waade Nibhaye Ja Rahe… [1]Manaat aur Laat, Uzza Hain Vo Dekho, Jo Kab se Moo Banaye Jaa Rahe Hain… [1]Refrain:
Fitrus Banu To Dekhne Jaaon…Ghadeer e Khum [1]Apne Par'on Pe Likh Ke Mai Laaon…Ghadeer e Khum [1]Miljaye Raaste Mai Kaheen Sheikh Ji Mujhe, Naare Laga Laga Ke Sunaaon Ghadeer e Khum! [1]Final Verses:
Lagakar Naara e Haider Abuzer, Kisi Ka Dil Jalaye Ja Rahe Hain… [1]Utha Kar Haath Haider Ka Muhammad, Balandi Se Dekhaye Jarahe Hain… [1]Ali Ke Jashn Me Zeeshan o Mesum, Qaside Gun Gunaye Jaa Rahe Hain… [1]